Bohat Mudat
k Baad
kal Jab
kitaab-E-Maazi
ko Main Ne
khoola
Bohat Say Chahrey Nazar Main Utrey
Bohat Say Naamoon Pai Dil Paseeja
Ai
k Aisa Safha Bhi Us Main Aaya
Li
kha Howa Tha Jo Aansooun Say
Jis
ka Unwan “Hamsafar†Tha
Wo Safha Sab Say Hi Moutabar Tha
Ai
k Aur Aansoo Phir Us Pai Tap
ka
Phir Us Se Aagey Main Parh Na Paya
kitab-E-Mazi
ko Band
kar
ke
Usi
ki Yadon Mein
kho Gaya Main
Inhe
khyaalon Mein So Gaya Main
Agar Wo Milti To
kaisa Hota
Agar Wo Milti To Achha Hota