k SMS Messages22161 messages

Bicharty wqt us ne kha tha,
Na sawal krna na jawab mily ga,
mujy bhol jana qrar mily ga.
Hm us muqam pr thy,
Na swal kia na jawb mila,
na bhol sky na qrar mila
kuch Rishtey Uparwaala Banaata hai,

kuch Rishte Log Banaate hain,

Par wo, log Bahut khaas Hote hain,

Jo Bina Rishte ke koi Rishta Nibhate hain.....
Dilse teri yad ko juda to nahi kia

Rakha jo tujhe yad bura to nahi kia

Hum se log hain naraz kis liye

Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia.....
kaun rakhta hai yaad naamo ko,

Log chehere ko bhool jatey hain,

Tum samundr ki baat krtay ho,

Log AANkHON mein doob jatey hain.....
Apny Asool Youn B kbi Torny Pry, Uski khata Thi Hath Hmain Jorny Pry, Aya Na Jb Qaraar Dil-e-Beqarar ko, Yadon k Rukh Uski Traf Morny Pry.
Yoon bhi ham door rehtay thay..
Yoon bhi dilon mein ik kadoorat thi..

Tum nay rasman bhula diya warna..
Is takkaluf ki kya zarurat thi...
Waqt nay saari kahani he badal daali
Pyar ka naam jo aata hai to dar lagta hai
Zakham kuch esay bhi apnon nay diay hain mujh ko
Ab koyi haath milaata hai to dar lagta hai!!!
Dil toorna humari aadat nahi,dil hum kissi ka dukhate nahi,bharosa rakhna meri wafaon pe, dilm mein basa kar hum kissi ko bhulate nahi..,
Ham rait pe naam kabhi likhte nahi ,
Rait pe likhe naam kabhi tik''te nahi ,
Log hamai pathar dil kehte hain ,
magar ,
Pathar pe likhe naam kabhi mit''te nahi . .
kitni mohbhat hai tumse humse bataya na gaya,

shyad tum samaj n sake ya humi se samjaya n gaya.

Tumne karib aane ki koshish na ki

aur humse haath badhaya na gaya.
Zindgi ka raaz tanhayi me pa liya,

Jiska gum mila apna bana liya.

Humara gum sunne ko jab koi na mila,

Samne rakha aaina or khud ko suna diya.
kar ke wada wafa kaa wo u mukar gaya,

Ek Chote se tufaan se wo kitna dar gaya.

Pata nahi koi majburi thi uski,

Ya fir is khilone se bhi uska dil bhar gaya