k SMS Messages22161 messages

Apny MuQaddar ka To Mil Hi Jaye Ga Ae khuda,

Wo Cheez Ataa kar Jo kismat Mein Na Ho...
Mein ne Tume
Apni wafaon ki zanjeer se
Azaad kya

khudara!

Ye mat puchna k
Mein ne khud ko
Tumhari qaid se
Azaad kia ya nahi

Yaqeen Jano!

Mein un qediyon mein se hun

Jo khulay darwazay dekh kar bhi
Farar nahi hotey...!!
Dedar ho jay tera yahi dua hai ab to
kuch samay mily undhar yahi dua hai ab to
Itna paicheda to nahi us k loutny ka rsta
Lout ay jald wahan se yahi dua hai ab to
Agar tumhein ho kabool jana,
Falak k tabinda Chand taray,
Ye wadioon k Gulab saray,
Agar kaho to bana doon saray,
Tumharay kadmoon ki dhool jana,
Agar tumhein ho kabool jana,
Tumhari Ankhoon ko jam likhein,
Tumhein nazar se slam likhein,
Aur apne dil k haseen work pe,
Fakat Tumhara hi naam likhein,
Jahan ki her aik naghmagi ko,
Tumhara Tarz-e kalam likhein,
Agar Ejazat ho hum b ker lein,
Ye pyar ki ik bhool jana,
Agar Tumhein ho qabool Jana...?

khatam hoga jab ZiNDAGi ka safar dekhna,
TANHA reh jaogy phir tum dekhna,

ZiNDAGi me nahi koi mukaam apna,
Baad marne k hogi qadar dekhna,

Mujhe ab koi kali bhi nahi deta,
Par PHOOLON se mehke gi qabar meri dekhna,

TANHA hi ZiNDAGi mein chal raha ho,
Janaze me hoga saara shehr dekhna,

Jo ab haalat par meri muskurate hain,
Pareshaan honge unke chehre B dekhna,

kuch k sache kuch k jhote aansu honge,
kitna ajeeb hoga wo manzar dekhna... /
Jab tak lafz wazu nahi karte,
Hum apki guftagu nahi karte,
kuch dil ka rishta aisa hai ap se,
Jis dua mein ap na hon,hum aisi dua nahi karte...
Usko Chaha to mohabbat ki samaj aayi Faraz

Warna is lafz ki tareef suna kerte they.
Hum khushbu kay Sodagar Hain
Hum Soda Sacha kartay Hain

Jo Ghahak Pholoon Jaisa Ho
Hum Bin Damoon Bik Jatay Hain

Hum Shehray Wafa kay Logoon ka
Tum Bhala Hal kya Janoo

Hum Dil ki Baat Chupatay Hain
Aur Ansoo Tak Pee Jatay Hain
Ye IshQ-0-m0habat wada-0-wafa Sb Rasmi Rasmi Batain haiN ''FaraZ''

Hr Shaks Ana ki Masti main Bs Apni khatir Jeeta hY
Main isi waja say na keh Saka Tujhay Dil ki Baat Aaj Tak...

k Tu dard-e-dil Sy hy Be khabar kahiN Muskra k na Taal Day.
Sath Chalny ko Chalay Thy Dost Dushman sb ''faraz''

meri manzil Tak ka Saathi Sirf mera Saya Nikla.
W0 samjta hy k hr Shaks badal jata hy ''faraz''

usay Lagta hy Zamana Us k Jaisa hy