jindagi SMS Messages15 messages

Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai,
Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.

Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!

Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo tum hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.
Aasman se utari hai,
taro se sajai hai,
chand ki chandni se nehlai hai.
Mere DOST sambhal kar rakhna ye DOSTI,
ye meri jindagi bhar ki kamai ha na
pyar aur dosti me itna fark paya hai,
pyar ne sahara aur dost ne saath nibhaya hai,
kis rishtey ko gehra kahu,
EK ne jindagi di hai to DUSRE ne jina sikhaya hai.
Apni jindagi main mujhe sharik samjna,

Koi gam aaye to karib samjna,

De denge muskrahat aansuon k badle me,

bas hazaron DOSTO me thoda aziz samjhna
Sajti rahe Khushiyoo ki Mehfil,
Har Khushi Suhani rahe,
Aap jindagi me itne Khush rahe ki
Har Khushi apki Deewani Rahe
Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai, jindagi Maut Ke Pahluo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah. Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye
Ro Rahi Hai
Tufano me jindagi ko panah kaha milti hai,
Anjani rahon me rahe kaha milti hai.
Arey, TAJMAHAL banane ka hosla to ham bhi rakhte hai,
Magar wafadar MUMTAJ kaha milti hai
hazeena jai tu menu milina
main marjana fer tu roina
saanu chad kai calgary jaina
fer saadi yaad wich jindagi gawayina
Agar hum 1 ansu hote to apki ankho se hokr apke hotho pe
marna pasandkarte, aur agr aap meri ankho k ansu hoe to vada he mere "DOST"
hum jindagi bhar nahi rote
tuje udas dekhne se pehle ye aankhe na rahe
kaffa ho tu mujse to ye saase na rahe
agar gum he du tuje to teri jindagi main
hum kya humari yaade tak na rahe
Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu
Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu

Nahi Pata Kaha Se Aate Hai Dard
Nahi Pata Doosro Ke Dilo Ka Marj

Woo Shayar Hi Nahi Jo Khusi Na De Sake
Woo Shayari Hi Kya Jisme Khusi Na Mil Sake

Gamo Ke Badal Tu Har Jagah Milege Dost
Pyar Ki Barish Me Bheeg Kar Dekho

Muskan Chere Pe Na Sahi Khusiyu Ko Tu Lete Dekho
Khusiya jindagi Me Na Sahi Khilkhila Ke Hasna Tu Sikho

Mai Shayar Nahi Jo Shayari Likhu
Dil Me Dard Nahi Jo Sabdo Me Likhu
Yun to kitne aye guzar gaye es jindagi me

par na jane kyun en kaano ko sirf unka hi alfaaz chahiye.

Nihaarte to humme besumar nigahein hai,

Par humme to unki ankho ki wo shararti andaaz chahiye.

Humme sirf unki ek choti si mulakat chaihye