janaz SMS Messages53 messages

1 janaze ko dek k ladki muskrayi,
baba bola-beti jawaan maut pe u muskaraya nhi karte,
beti boli" baba, wada kiya tha jab bhi milenge muskurayenge".
THIS IS LOVE
Aik DOLI Aik janazA takra gaye,
dekhne wale b chakra gaye,
uper se awaz aayi ye kisi vedai hai
mehbob ki DOLI ko dekhne yaar ki MIYAT Aayi hai
Aye mera janaza uthane waalo

dekhna koi bewafa paas na ho.

Agar ho to us se kehna

aaj to khushi ka mauka hai,

udaas na ho
Apne kabi kisi khusrey ka janaza parha
dekha ya suna ho

Agar Nahin to khusray ki mayyat Kidher jati hi?
reply must
Teri barat chali,

meri mayat uthi,

phool tujh pa bhi tha,

phool mujh pa bhi tha,

farq itna tha ka tu saj ka gay,

mai sajaya gaya,tu b ghar ko chali,

mai bhi ghar ko chal,

farq sirf itna tha tu uth ka gai,

mai uthaya gaya,

mahfil wahan b lagai,

log yahan b the,

farak itna tha k un kah hansna,

wahan un ka runa,qazi udar b tha,

molvi idhar b tha,

farak itna tha taira nikkah parhaya gaya mera janaza parhaya gaya,f

arak itna tha tujhe apnaya gya mujhe dafanaya gaya
Yeh Hum Bhi Gawara Kartay Hain,
Yeh Tum Bhi Gawara kar laina.
Ro Ro K Guzari Hai Hum Nain,
Tum Hans k Guzara Kar Laina.
Betabi Hadh Sa Barh Jaye Aur Neend na Aaye Ratoon Ko,
Tou Doub K Meri Yadoon Main Duniya Sa Kinara Kar Laina.
Jis Waqt janaza Guzray Ga Iss Shakhs Ka Teray Kochay Sa,
Jazbaat Pe Qabo Kar Laina Khirki Sa Nazara Kar Laina.
guzarta hoa saal jesy bhi guzra
magar saal k akhri din
nehayat kathan hain
har ik simat lashon k ambaar
zakhmi janazon ki lambi qitarain
kahan tak koi dekh paey?

hawaon main barood ki baas
khod aman ki noha khwan hay
koi chara gar,asar e hazir ka maseeha kahan hay!

mery milnay walo
naey saal ki muskurati subh .....gar hath aey
tu milna
k jaty hoay saal ki sa,aton main
yeah bujhta hoa dil
dhadakta tu hay

muskurata nahi
DECEMBER mujhy raas ata nahi___
"FIRQ SIRF ITNA SA HE"
TERE DOLI UTHI,
MERE MAYAT UTHI,
PHOOL TUJH PER BHI PARY,
PHOOL MUJH PER BHI PARY,
TU SAJ KE GAI,
MUJHE SAJAYA GAYA,
TU UTH KE GAI,
MUJHE UTHAYA GAYA,
SAHELIAN TERE BHI THI,
DOST MERE BHI THAY,
MEHFIL WAHAN BHI THI LAG YAHN BHI THE,
UUN KA HASNA WAHAN ,
IN KA RONA YAHAN,
DO BOL TERE PARHE,
DO BOOL MERE PERHE,
TERE NIKAH PERHAYA GAYA MERE janazA PADHAYA GAYA,
TUJHAY APNAYA GAYA,
MUJY DAFNAYA GAYA,
""FIRQ SIRF ITNA SA HE ""
kya toota kya bikhar gaya ye mein janta hoon
andhiyoon mein chiraag jalaney ki saza mein janta hoon

janey wo kon log the jin ko mila sila mohabtoon ka
zakham_e_mohabat ki tarap ka maza mein janta hoon

door se dekho iss ko pass jaogey toh pachtaogey
zindagi ke chehrey pe hai kya likha mein janta hoon

un ke koochey se uthey jo mera janaza toh kya baat hai
un ki bahoon mein marney ka maza mein janta hoon

kyun bewaja mujhe zindagi se milatey ho yaro
zindagi aur maut ke beech ka khala mein janta hoon

wo khafa se hein ye be janta hoon mein
un ki narazgi mein be hai ik ada mein janta hoon !!
KIS KO SUNAOON HAAL DIL-E-BEQARAR KA
BUJHTA HUA CHARAGH HUN APNE MAZAR KA
AE KAASH BHOOL JAON MAGAR BHOOLTA NAHI
KIS DHOOM SE UTHA THA janazA PYAR KA
Ek janaza Aur Ek Barat Takra Gaye
Unko Dekhne Wale Bhi Chakra Gaye
Uppar Se Awaz Ayi
Ye Kesi Vidai Hai
Mehboob Ki Doli Dekhne
Yaar Ki Mayyat Ayi Hai
zindaGi to Apne hi Qadmm pe chalti hY FARAAZ



Auron k saharaY To janazaY Utha karte hain.