hot SMS Messages1966 messages

Depend

Hansa : Yeh Depend Kya hota Hai Prafful??


Prafful : Depend Hansa . . .

Wo Swimming Pool Mein Ek Taraf To Paani Kam Gehra
hota Hai,

Aur Dusri Side Zyada Gehra... Deep-End.. Depend
Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai Aise hi mohabbat ki
shuruwat hoti hai ,,,...Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum
Pata nahi kab din kab raat hoti hai....
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki hoti hai
Samandar nay kaha
Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai

Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai

Baadal nay kaha
Mohabbat eik ~dhanak hai
Jiss may har Rang Nomaya hota hai...

Shairr nay kaha
Mohabbat eik esse ghazal hai
Jo har eik sunay walay kay dil may
uttar te chali jate hai

Saaz nay kaha
Mohabbat eik essa geet hai
Jo Dil may uttar jata hai

Malee nay kaha
Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
Jiss may sara
gulshan mehak uttah h
Be Khaber Apne Dil Se Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi,
Ye Or Baat Hai Manta Dil Ki Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi,
Ab Dekhiye Kya hota Hai Anjaam Dono Ka Dono Hain Sheesha Mizaaj,
Toot Ker Jurne Wala Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi. LOVE U JANU !!!
Main surat tou banata teri agr gunah na hota,
Ye gunah bhi kerta ae jaan meri agr suna na hota.
Tumhar Naam lik lik kr metana bol jata hu
Tumai jab yad krta hu bulana bol jata hu
Bohat c aisi baty hain jo mere dil main rehti hai
Magar jab tum se milta ho sunana bol jata ho
Main her aik sham kehta ho ke tum ko bol jawonga
Magar jab subah hoti hain bolana bol jata ho
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
Kisi ki dhadkan ke piche koi baat hoti hai...
har dard ke piche kisiki yaad hoti hai...
aap ko pata na hoga...
apki har khushi ke peche hamari faryaad hoti hai!
Yaad kar ke Mujhe Taqleef to hoti Hogi...
Aik Qissa Hoon Puraana sa Bhula De Mujh ko...
Dubte Dubte Aawaaz teri soon jaaoon...
Aakhri Baar Tu Saahil se Sada De Mujh ko !!!!
Har daag, daag nahi hota...
har dost wafadar nahi hota...
yeh to dil milne ki baat hai...
varna 7 feero mei...
pyar nahi hota!
Love and relationships are truly one of the most paradoxical aspects of being human. For it is in love that we find the greatest of strengths and the deepest of sorrows. Love can seem to be so fleeting and unachievable yet it remains well within our reach if we only learn how to embrace it''s power. To experience true love, we must be willing to open ourselves up and sacrifice part of our heart and part of our soul. We must be willing to give of ourselves freely, and we must be willing to suffer. It is only when we expose our inner selves to the white hot flame of rejection, that love can burn so brightly as to join to souls, melding the two into one, creating a bond that joins forever. It is from this bond that we draw strength eternal and power ever lasting