hoot SMS Messages236 messages

''Kisi ka jhoota peene se shifa milti hai Ajmal!
Kameena ye bolte bolte meri sari Pepsi pi gaya!''
''Lab khamosh hote hain jab tum saamne aati ho,
Dil dhadakta hai jab nigaahein milaati ho,
Saans ruk jaati hai jab muskuraate ho,
Bhoot ho kya jo tum itna daraate ho.''
''meri yaad aye: yaad karo.
Zyada aye : sms Karo.
Ussey zyada aye : phone karo
Ussey bhi zyada aye to millo
ager ussey bhi zyada aaye to ..
plz jhoot bolna band karo''
''1 Aadmi Apne Betay k liye Robot Laya jo Jhoot Bolnay per Thappar Maarta tha:

Beta: Papa Aaj mai School Nahi ja Raha meray Pait mai Dard hai
( Chattakh )

Baap: Dekha! Jhut bola, Jab Main Tumhary Jitna Tha To Kabhi Jhoot Nahi Bolta Tha.
( Chattakh )

Bivi: Jhoot to Bolay ga hi Aakhir Aapka hi Beta hai.
( Chattakh )''
''Banane Wale ne ek dost mere liye Banaya..

Jise Aap Ke roop main maine Paya...

Jo mere dil main aisa samaya...
.
.
.
.

Jaise porani haveli main bhoot ka saya....''
Machhar Aur Makhi ki Ho gayi Shaadi
Pahli hi rat se ho gaye Machhar ki Barbadi
Machhar ne kaha Meri to QISMAT hi PhootI hai
Makhi Roz Rat ko GOOD NIGHT laga kar soti hai.
taarif karun kya aapki???......
taarif karun kya aapke baal ki???.......
taarif karun kya aapke hooton ki???.......
taarif karun kya aapke gaal ki???........
......................
..............................
........................................
saala aapmein kuch taarif k qabil dikha hi nahi!
to-taarif karun kya aapki???......
Woh bhi kya din the jab log humain diwano ki tarah kiss kiya karte the ....

par haaye hamari phooti kismat us waqt hum 2 saal ke hua karte the .........
Common dialouge after Examz And wedding Night:
" kaisa hua? , Acha hua? , per thora lamba tha
Thora choot gaya, Zara jaldi ho gaya , aata tha per theek se nai hua,"
2 sardaron ko 2 bomb milay...




1 sardar: chal police ko de atay hain.




2nd sardar: agar koi bomb rastay main phat gaya to?





1 sardar: jhoot bol deinge k 1 hi mila tha.
Aik bhoot nay bhagwan ke Khidmat ke bhagwan nay khush hoo kar kaha Mang kya mangta hai.
Bhoot:Mughay khoobsorat larkion ka khoon chosna hai...
Bhagwan nay usay Always Ultra bana dya...
Khaufnaak Andheri raat ke sannatay mey aik Bhoot dosray ko samjha raha tha:
Bhai,ghabra mat ye sab teray dimag ka waham hai, PATHAN-WATHAN khuch nahi hotay