dukh SMS Messages281 messages

Koi dukh Na Ho

Koi Gham Na Ho

Koi Aankh Kabhi Purnam Na Ho

Koi Dil Kisi Ka Toray Na

Koi Saath Kisi Ka Choray Na

Bas Pyar Ki Nadiya Behti Ho

Kaash K Dunya Aisi Ho
Koi dukh Na Ho

Koi Gham Na Ho

Koi Aankh Kabhi Purnam Na Ho

Koi Dil Kisi Ka Toray Na

Koi Saath Kisi Ka Choray Na

Bas Pyar Ki Nadiya Behti Ho

Kaash K Dunya Aisi Ho
Sab Kuch Bhoola Kar Tenha Reh Gaya,
Sab Kuch Loota Kar Tenha Reh Gaya Phir
dukhnay Lagay Zakhm Judaai K In Ko Sooola Kar Tenha Reh Gaya.
Dua

Bas Aik Dua Hai Meri Apnay Khuda Say
Agah Rakhay Har Pal Mujhay Apni Saza Say
Mit''ti Hai To Mit Jaye Ye Hasti Meri
Par Dil Na dukhay Kisi Ka Meri Waja Say
Tu Jahan Rahe Meri DUA Ki Chaon Ho

Chahe Wo Koi Sheher Ya KOi Gaon Ho

Teri Aankh Me Nami Na Ho

Kisi Shay Ki Tujh Ko Kami Na Ho

Tujhe Lage Wo Nazar Na Ho

Kisi dukh Ko Teri Khabar na Ho

Teri Rah Me Qaus-e-Qazah Rahe

Razi Tujh Se Rab Ki Raza Rahe

Khushi Tere Paaon Ki Dhuul Ho

Dua Ye Meri Qubool Ho

Aameen
dukh ...

Bicharne Ka Nahi Hota

Bal K

Un Rishto''n K Tuutne
Ka Hota Hy

Jo Barso''n Ki Rafaqat
K Baad

Pal Main Tuut Jate Hyn ...
"Aansu" Us "Waqt"
Muqaddas Hotey
Hain ...

Jab Wo Kisi Aur k
dukh Aur Takleef Ko
Mehsoos Kr K
Niklai''n ...
~*~ GOLDEN WORDS ~*~


¤Jo dukh de usay chorh do magar jisay chorh do usay dukh na do.


¤Buri suhbat k dosto''n se kaantey ache jo 1 bar zakhm dete hyn.


¤Agar tum ALLAH ki ibadat nhi kr sakty tou gunah krna bhi chorh do.


¤Apni muskarahat se kisi ka dil jeetna sab se azeem karnaama hy.
aan$ooun ki wadi main
dil nazuk rehtay hain
jo choot kha kar bhi
kuch kar nahi patay hain
in aan$ooun ki wadi main
dheeray $ay chalnay
yahan kaii dil hain
jo toot gatay hain
in ma$oom dilloun ko
jab rah na millay
aff$urda $i niggahon $ay
ha$srat main gungonatay hain
in dukhi dilloun ko
koi dukh na dayna
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan khammo$h rehna
prinday bhi rootay hain
aur chup chaap $ay rehtay hain
phool jo khiltay hain
murgha $ay gatay hain
har chahra yahan pay
ghamzada $a hai
har aankh yahan pay
$oogi hoi hai
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan tum na aana
yahan weeran dil ba$tay hain
yahan tum na ba$na.....
BHULAYA NA JAA $AKA

Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
Unho ne dekha aur "AAN$OO" gir pare,
bhari bar$at main jai$ay phool bikhar pare,
dukh woh nahi k unho nay alwida kaha,
dukh tu ye hai k u$ k baad wo khud ro pare.....
ranjish hi sahi dil dukhane ke liye aa,
aa tu fir se mujhe chhor jane ke liye aa.