chalna SMS Messages47 messages

Abhi To Mil k chalna Hai Samandar Ki Musafat Main..



Phir Aagay Chal ke Dhekhenge Kinara Kon Karta Hai...??!!
Sochnay samajhnay say,
sath sath chalnay say,
doriyan simat ti hain,
faslay nahi chaltay,
khawab khawab ankhon main,
ratjagay nahi chaltay,
darguzar k halqay main,
maslay nahi chaltay,
dosti k raston ki,
parwarish zarori hai,
dosti k rastay main,
khafgiyan nahi chalti,
do dilon ki qurbat main,
Teesra nahi hota,
wastay nahi chaltay.
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Dil Apni dharkno Kay Beqaboo Honay Ka Khail Dekhna Chahta Hai Ab Laut Aao Kay Aik Bar Phir Meri Palkien Tumhari Nazroon Sey Ghabra Ker Jhukna Chahti Hain Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meray Qadam Tumharey Qadmon Kay Saath Unhin Rastoon Per chalna Chahtey Hain Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Wajood Tumharey Ishq Ki Aag Main Jalna Chahta Hai Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meri Zindagi Tumhari Zindagi Sey Jurr Ker Khud Ko Jeena Chahti Hai
Ankho se Apke dil me utar jaenge,

dil me utar k dhadkan ban jaenge,

Palke jhuka kar chalna,

warna logo ko Apki ankho me

sirf hum nazar aayenge.
Dil ki Raahon pe chalna Asaan to Nahi

humsafar mukhlis ho to doorian Pal main mit jati haiN
Aaj Itne barsoN ke baad
Jaise kaii sadioN ke baad
Us ne kaha suno
Ab se tum azaad ho
Qafas khulte hi
Par tolte panchi
Ma uRooN kis tarah magar
Us ne Noch dale the mere par
Dabi huii hasrateiN
Na''tamam khwahisheiN
Poori karooN kis tarah magar
Na ab waqt hai na nazar
Dil ke goshoN ma nihaaN
KhwaaboN ki reshmi doriaN
Sapna bunooN kis tarah magar
Sulajhti nahi doriaN ulajh kar
Rasta chalna bhool kar
Ab jaooN ma kis dagar
Ulti ho gaye sab tadbeereiN
Phir pahen li ab zanjeereiN
Zara Udas hoon Lekin Zara
Masroor bhi hoon...

Tumharay paas hoon
shayad,shayad Door bhi
hoon...

Yoon Pathreelay Raston Pay
chalna Shoq nahi Mera..;

Kuch Muaamla Chahat ka hay
Kuch Majboor bhi hoon..

Mohabbat Ho Gai Tum say Bus
itni Khata hay Meri...

Mana k Mujrim hoon Magar
BayQasoor bhi hoon...
hum kaisy pagal hoty thy
jab sarak pe chalna hota tha,
hum kashti ly k chalty thy,
oor beech banwar mai jany k liye,
hum paidal nikla karty thy,
hum kaisy pagal hoty thy..........
jab barish barsa kartii thi,
hum chatri main chup jaty thy,
oor jalti dhoop main nangy sar,
hum chat pe uchla kerty thy,
hum kaisy pagal hoty thy.......
jab pass buhat wo hota tha,
hum usko dekh na sakty thy,
jab door chala jata tha woh,
hum ahat uski sunty thy,
hum kaisy pagal hoty thy.............???
''Aap ka chalna, aap ka hansna,

aap ka daikna,daikh kar muskrana,

ankain milana,nigain churana,

aap ka bolna, aap ka khana pina,

hata k aap ka chalte chalte murna

..........uf kuch to sahi hota.''
APKI BATAIN...




APKI BOLI...




APKA STYLE...




APKA chalna...




APKI SMILE...





APKA SHARMANA...





APKI ADAA...





.........UUUFFFFFF ALLAH..........





KOI AIK CHIZ THU THIK HO...
Why does Waheeda Rehman never changes her saree in the film GUIDE?




think...........





Coz
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.






Dev Anand says: O mere humrahi, meri baanh thame chalna, badle duniya SARI, tum na badalna............;->