bahoo SMS Messages20 messages

Dil kartha hay zamaney sy chupa loon tuj ko,
Dil ki dharkan ki tarha dil main basa lo tuj ko,
Koi ehsas judai ka na rehney paey,
Is tarha kud main meri jan chupa lo tuj ko,
To jo rooth jay muj say mere DIL ki Mallika,
Sari dunya say khafa ho ker bhi mana lo tuj kok,
Jub main dekhoon tere chehry py udsi ka sama,
bas yah chahoon ksi tarha hassa lo tuj ko,
Tu kbi dunya sy baizar ho jau to,
Dil yeh chahy k bahoon main chupa lo tuj ko......
Agar hota ikhtiar likhny ka

To mein apna khuwab likhti

Tary hontho ko gulaab

Aur tary chahry ko chand likhti

Bhool ke tumhary pyar

mein sari kaynat ko

Tari bahoon kghairy mein

Apna anjaam likhti

Agaar mary ikhtear mein hota

Apni taqdeer ko likhna

Tumhain dekhna

Tumhain sochna

Mein apna kaam likhti
soocha osay bhool jaon......
bahoot soocha
osay sab khuch
bata doon
laiken jab
wo samnay
hoty hey
os ka chehra
dekhta hoon
ankhoon per
nazar parti
hey...
tu ehsas
hota hey
wo
mere hey
bas
mere hey...
gamon se bhari hai zindagi yaron MERI...
kis aik ghum ko yad ker ke ashq bahoon main...
main main na rahoon tum tum na raho
ek duje mein khoo jain ek jaan ho jain
chalo aao aaj ki sham ko kuch es tara sajain
ke seher tak donon madhoosh ho jain
lepat ke ek duje ki bahoon se raat bhar
barsoon ki tashnagi seher tak mitaain
dori rahe na darmiyan etne qareeb aao
tum hum mein sama jao hum tum mein sama jain
es haseen sham ko aaj yun na dhalne deain
sulagne deain saansoun ko jismon ko phigalain
bujhane se bhi nhi bujhti yeh piyaas muhabbat ki
ab tarse howe hontoon ko hontoon se milne deain
barsoon ki tashnagi ko kese bujhain MAHEK
chalo aao phir se ek haseen sham sajain

MAHEK
aGr 1 FamiLy k..

WaLDen baChoN sE,


BachAy WaLdain Se,


B.v Shohar Se,


bahoo SaAs Se,

Nand Bhabi Se,


Behnoi saALay sE,

Susar Daamad Se,


JhoOT BoLaIn..


To aIsi fAmILy kO Kya KahAin gE?




>



Star Plus



Peeenay Ku Tu Pee Jaoo Zeher Bhee Faraz


Per Shert Yeh Hy Kay Woh bahoon Main Sambhalay Mujh Ku.....
Soch Raha hoon Is Mother Day Pe Maa Ko Kya Gift Doon --?--!

Got An IdeA . . . !

1 bahoo Kaisi Rahy Gi...=P;->