aitbar SMS Messages30 messages

Agar manzil ko pana hai to himat saath rakhna,



Agar pyar ko pana hai to aitbar saath rakhna,



Agar hamesha muskurana ho to

BRUSH AUR PASTE SAATH RAKHNA
Aarzo-e-safar ka jab hum nay irada kia tha,
saath chalnay ka usnay b wada kia tha,

kuch us ko ras na aaei wafa ki sadaqtain,
kuch aitbar bhi hum nay ziada kia tha,
Us Ajnabi Ka Youn Na Intezaar Karo,

Is Aashiq Dil Ka Na aitbar Karo,

Roz Nikla Karen Kisi Ke Yaad Mein Aansoo,

Itna Kabhi Na Kisi Se Pyaar Kia Karo,
Ek muddat se meri Maa nahi soyi
"FARAZ"



Wo kehti hain




Me so gai
te tu kuriyaan nu fone karenga (.") /) (> !L
Lo Dasso

Aini beaitbari...
Wafa pe hmari aitbar rakhna
Ham badall nai sakty itna yad rakhna

Dena chahte ho agr khushiyan humain "samina"
To khud khush rehna aur apna khiyaal rakhna
Us ajnabi ka youn na intezaar karo,

Is aashiq dil ka na aitbar karo,

Roz nikla karen kisi ke yaad mein aansoo,

Itna kabhi na kisi se pyaar kia karo,
BARI MUSHKIL SE SULANE LAGA HON APNI ANKHON KO...........

TERE KHUWAB KA LALACH DE KAR................

AAJ 1 BAAR MERE KHUWAB MAIN AAO K.....................

MERI ANKHON KA aitbar REH JAAYE.....................
Us Ajnabi Ka Youn Na Intezaar Karo,

Is Aashiq Dil Ka Na aitbar Karo,

Roz Nikla Karen Kisi Ke Yaad Mein Aansoo,

Itna Kabhi Na Kisi Se Pyaar Kia Karo,
Zindgi Inhi Namo Me Se Ek He.

A
aitbar

B
Bharosa

C
Chaht

D
Dosti

E
Enayat

F
Fesla

G
Gham

H
Hamsafar

I
Intizar

J
Justuju

K
Khayal

L
Lamha

M
Mohabot

N
Narazgi

O
Omed

P
Pyar

Q
Qismat

R
Rishty

S
Samjota

T
Tamana

U
Udasi

V
Virasat
W
Wada

X
Xcuses

Y
Yaden

Z
Zindagi

Kesi Lagi Zindgi
Kisi na kisipe aitbar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai,

Khubiyo se nhi hoti mohabat hamesha,
Khamiyo se b aksar pyarho jata hai
Pyar me mila har gum uphar hota hai,

pyar wo hota hai jisme intjar hota hai.

Sadiyon tak intjar karte hai wo

jinhe apne pyar pe aitbar hota hai.
Usney kaha mujh sey kitna pyar hai, mainey kaha

Setaroon ka bhi koi Shumar hai.

Usney kaha kon tumhain sub se azeez hai,

mainey kaha Dil pe jiska Ikhteyar hai.

Usney kaha kon sa tohfa mein tumhein do,

mainey kaha wohi Sham jo Udhar hai.

Usney kaha saath kab tak nebhao gay,

mainey kaha jitnee Sanson ki raftar hai.

Usney kaha mujh ko yaqeen aye kaise,

mainey kaha mera Naam "aitbar" hai..