Masoom muhabbat ka bas itna sa fasana hai,
k
agaz ki haweli hai or barish ka zamana hai,
kya shart-e-muhabbat hai kya shart-e-zamana hai,
aawaj bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai,
us paar utarne ki umeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai or tufan ko bhi aana hai,
samjhe ya na samjhe wo andaz-e-muhabbat,
ek shakhs ko aankho se ek shair sunana hai,
bholi si ada koi fir ishq pe hai,
fir aag ka dariya hai or dud ke jana hai.