Rasty me SMS Messages3 messages

Pathan office se ghar aa raha tha k Rasty me
kisi ne bataya k
Tumhari biwi kisi ki shadi me dance kar rahi hy.

Pathan ghar aya or darwaze pe danda le k khara ho gya
8 bajy, 10 baje, 11 bajy 12 baje
rat k 3 baj gaye
lekin Biwi nahi aai

4 bajay pathan ko yaad aaya k
mary to abi shaadi hi nahi hui.
Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,

Wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,

Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,

Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,

Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,

Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,

Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,

Bichra tu Rasty merey dushwar kar gaya,

Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,

Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya
hum tu Rasty mein hi"fana"howe".

"manzil ka "AQSS" humri jan ly betha".