Qayamat SMS Messages50 messages

Poocha rooh nikalti hai jism sy kis tarah?Hath us ny hatoon sy chura kr dikha diyapoocha mehshar sy pehlay Qayamat hai kiya??Nakab usny ruh sy utha kr dikha diyaPoocha k yeh her taraf khizan c kyoun hai???Mehfil sy khud ko utha kr dikha diyaPoocha ek diya jo hawa sy na bujh saka??Diya us ny wafa ka jala kr dikha diyaPoocha k aakhir yeh hassad hai kiya cheez??Us ny kisi aur ko apna bana k dikha diya...!
Zikr-e-shab-e-firaq se wehshat usay bhi thi
Meri tarah kisi se muhabbat usay bhi thi

Mujh ko bhi shauq tha naye chehroon k deed ka
Rasta badal k chalne ki adat usay bhi thi

Us raat dair tak wo rahaa mahv-e-guftagu
Masruf main bhi kam tha faraaghat usay bhi thi

Sunata tha wo bhi sab se puraani kahaniya
Taza rafaqaton ki zarorat usay bhi thi

Mujh se bichhar ke sheher main ghul mil gaya wo shakhs
Halan k sheher bhar se raqabat usay bhi thi

Wo mujh se barh k zabt ka aadi tha, jee gaya
Warna har ek saans Qayamat usay bhi thi

Asrar na jaan khud ko nakam k bad-zauq
Wo mana nahi par tujh se muhabat usay bhi t
Agar Hum Kahain Aur Wo Muskura Dein
Hum Un K Liye Zndagi Luta Dein

Har Ek Mor Par Hum Ghamon Ko Saza Dein
Chalo Zindagi Ko Mohabbat Bana Dein

Agar Khud Ko Bhoole Tou Kuch Bhi Na Bhoolay
K Chahat Main Un Ki KHUDA Ko Bhula Dein

Kabhi Gham Ki Aandhi Jinhain Choo Na Paye
Wafao’n K Hum Wo Nasheman Bana Dein

Qayamat K Deewane Kehte Hain Hum Se
Chalo Un Chehre Se Parda Hata Dein

Saza Dein Sila Dein Bana Dein Mita Dein
Magar Wo Koi Faisla Suna Dein
Gulshan ki faqat phooon say nahi kantoon say bhi zeenat hoti hay..
jenay k lia is dunia mien gham ki bhi zaroorat hoti hay

A waiz-e-nadan karta hay to hi to Qayamat ka charcha..
yahan rooz nighahien millti hien yahan rooz Qayamat hoti hay..

who purs-e-shy gham ko aay hien kuch keh na sakoon chup reh na sakoon..

khamoosh rahoon to mushkil hay keh don to shikayat hoti hay..
karnay hi parry ga zabt-e-alam peenay hi parray gien ya aansoo..

faryad wa fughan say aa nadaan tuhen-e-muhabbat hoti hay..

jo aa k giry ka daman par who aashk nahi hay pani hay..
jo aashk na jhalky aankhoon say us aashk ki keemat hoti hay
Ik Shakhs Ko Chaha Tha Apno Ki Tarah Hum Ne
Ik Shakhs Ko Rakha Tha Taron Ki Tarah Hum Ne
Wo Shakhs Qayamat Tha Kaya Baat Karu Us Ki
Ik Shakhs Ko Mana Tha Khushboo Ki Tarah Hum Ne
Din Us Ke Liye Payda The Thee Us K Liye Ratein
Kab Milta Tha Wo Kisi Se Wo Bus Hum Hi Theen Mulakatein
Ik Din Wo Shakhs Hum Ko Apno Ki Tarah Bhoola
Phoolon Ki Tarah Bikhra. Taron Ki Tarah Toota
Phir Tum Kiyun Yun Chonkey Ho?
Kab Zikr Tumhara Hai?
Kab Tum Se Khawahish Hai?
Kab Tum Se Umeedein Hai?
Kab Tum Se Tamanna Hai?
Kab Tum Se Taqaza Hai?
Ik Taaza Haqayat Hai Sun Lo To Inayat Hai
Ik Shakhs Ko Chaha Th
muhabbaton Main Havas K Aseer Hum Bhe Nahe
Galat Na Jaan K Itnay Hakeer Ham Bhe Nahe

Aur Hamary Doobty Nabzoon Say Zindage Na Maang
Sakhee Zaroor Hain Per Itnay Ameer Ham Bhe Nahe

Per Nahe Hay To Bhe Qayamat Ke Tond-o-tez Hava
Kisi K Naqsh-e-qadam Ke Lakeer Ham Bhe Nahe

Hamain Bhoja Day Hamary Anaa Ko Khatam Na Kar
Bay Zarar Sahe Per Bay Zameer Ham Bhe Nahe
Tujh Se Mil Ker Yun Lagta Hai, Aay Ajnabi DOST To Meri Pehli Mohabat Thi, Meri Ahkari DOST,
Log Her Baat Ka Afsana Bana Letay Hain, Ye Duniya Hai Meri Jaan Kai Dushman Kai DOST,
Teri Qamat Se Bhi Lepti Hai Amar Bail Koi,
Meri Chahat Ko Bhi Nazar Kha Gai DOST,
Yaad Aai Hai Tou Phir Toot Ker Yaad Aai Hai,
Koi Guzri Huwi Manzil Koi Bhooli Huwi DOST,
Ab Bhi Aay Ho To Ye Ihsan Hai Tumhara Laken Wo Jo Qayamat Jo Guzrini Thi Guzer Gai DOST,
Me Isay Ahad-E-Sheken Kaisay Samjh Loon,
Ahkri Khat Me Ye Lihka Tha " Faqat Meray DOST".
Kya bataun ye Qayamat kya hai,

Maine ghabra ke kaha rooth jana tera.

"Maut kehte hai kise", jab mujhse pucha,

Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera.
Hazar un se muhabbat jatane wale hain
Zamane wale bhi lekin zamane wale hain...
Bahar jin ke naqsh-e-qadam pe nazan hai
Ye khush khuram Qayamat uthane wale hain...
Woh beqasoor hain wada agar wafa na ho
Qadam qadam pe unhein wargalane wale hain...
Tumhari chashm-e-karam ne jinhein hawa de di
Woh khush shanas kahan sar jhukane wale hain...
Unhein wafa-o-muhabbat ka tajurba hi nahin
Jo bekhabar unsey apna banane wale hain...
Shab-e-faraq sitaron se khaak dil behle
Ke rafta rafta ye sab doob jane wale hain...
Woh poochhte hain to sab haal arz ker Aman
Ye ittefaq kahan haath aane wale hain...
So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda Na Tha
Woh Meri Zindagi Tha Magar Be-Wafa Na Tha
Dol Na Zara Si Baat Ko Qayamat Bana Dala
Warna Kabhi Woh Mujh Say Itna Khafa Na Tha
Us Ne Poocha Ye Qayamat Kia Hy?

Main Ne Ghabra Kr Kaha "Rooth Jana Tera"

Maut Kehte Hyn Kisey Jab Mjh Se Poocha

Main Ne Aakhe''n Jhuka Kr Kaha Chorh Jana Tera
Faraz karo tum kuch na paao
Apna ap luta ker bhi
Faraz karo koi muker jaye
“Sachi kasam“ kha ker bhi

Aur faraz karo ye faraz na ho
Sachi aik haqeeqat ho...
Terey ishq ke her rastey per
Jana aik Qayamat ho...

Aur suna hai ye Qayamat
Khoon jigar ka peeti ha...i
Tum tou faqat faraz karoge
Mujh per ye sab beeti hai...