Palkein SMS Messages10 messages

Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par man jana manane se,
Warna yeh bhigi Palkein le ke hum kaha jayenge…
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain
Iss Tarah Judai Ka Gham Mitaa Lete Hain

Kisi Tarah Zikar Ho Jaye Unka
To Hans Kar Bheegi Palkein Jhuka Lete Hain
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain
Iss Tarah Judai Ka Gham Mitaa Lete Hain

Kisi Tarah Zikar Ho Jaye Unka
To Hans Kar Bheegi Palkein Jhuka Lete Hain
Teri dosti hum iss tarah nibahein ge
Tum roz khafa hona hum roz manaien ge
Per suno,
maan jana manane se
Warna bheegi Palkein le kar kahan jaien ge.
Nazar andaz kaisay karein apko
Naron mein bithaya hai apko
Yad anay par royin bhi tu kaisay
Bartay hein jhukee jo Palkein tu chubhein gee apko
Yahan Sabko Miley Pyar Ye Zaroori To Nahi Hai
Ho Qismat Par Ikhtiyar Ye Zaroori To Nahi Hai

Dard Dil Mein Agar Hoo Tho Rooh Roti Hai
Aankhein Roye Zaar Zaar Ye Zaroori To Nahi Hai

Phoolon Ki Chubhan See Joo Daman Howa Chalni
Ho Usmey Koi Khar Ye Zaroori To Nahi Hai

Jo Harghari Khatey Hain Sang Marney Ki Kasmein
Ho Sang Jeeney Ko Taiyaar Ye Zaroori To Nahi Hai

Umeed Mee Jiski Teri Palkein Howi Pathhar
Usey Hoo Tera Intezar Ye Zaroori To Nahi Hai

Yaqeen Karke Jis Ko Apni Zindagi Banown
Usey Tujhpar Hoo Aitbar Ye Zaroori To Nahi Hai

Band Ker Rona Khwab Badnaseebi Par Apney
Ziist See Hoo Sab Bezar Ye Zaroori To Nahi Hai
Tumhari zulfein tumhari Palkein
Tumhari aankhein tumhara chehra
Tumharay shaanay
Surahi daar garden
Kalion mein khanktay kangan
Hinaai haathaon mein unglion
Ki haseen purrain k jin mein
Sandal mehak rahi hai
Yeh naram saanson ki gungunahat
Qadam uthao tu dharkanein sath
Chorti hainbadan ka har zawiya qyamat
Nahi tumhari missal gori
Kamal ho tum kamal gori
Tunicsay sab kuch haseen hai
Lajawab hai par
Meri nahi hai
Tumhara kuch bhi mera nahi ha
Hoonto pe mohabat ke fasane nahi aaty
saahil pe samundar ke hazane nahi aaty
Palkein bi chamak uthi hein sote hi hamari
aankho ko abhi khawab chupane nahi aaty
dil ujri hain ik saraye ki terha hain
ab loogh yahan raat jagane nahi aaty
yaaro naye mousam ne yeh ahsaan kiye hein
ab yaad samje derd porane nahi aate
urdny do abhi parindo ko shoh hawa mein
phir lout ke bachpan ke zamane nahi aaty
is shehar ke badal teri zulfon ki terha hein
yeh aag lagate hein per bojane nahi aaty
ahbaab bi gharon ki terha ada seekh gaye hein
aaty hein magar dil ko dukhane nahi aaty…
masmiyat ka ye andaaz bhi mere mehboob ka hai"mohsin"

us ko tasveer mein bhi dekhon to Palkein jhuka leta hai...,
Nah jane kiun mera peeccha karti hein
yadein uski essa hamesha karti hein

bholna chahoon bhi tu bhula nah paaon usse
sanson se uski muattar hawaein aaya karti hein

fizaein ithlati hein uske badan ko choo kar
subak kharami dekh ke uski samander mein lehrein utha karti hein

phool uske lab o rukhsaar ki balaein lete hein
Palkein utha ke dekhey tu dilon per bijliyan gira karti hein

ab tum hi batao kesse chuppon uss se jimmi
har pal har jageh uski ankhein mujhey dekha karti hein