Noor SMS Messages63 messages

Kuch Barhami Hai Zara Is Noor-E-Ain Main
Milta Hai Iztiraab Yunhi Dil K Chain Main
Selaab Dekhta Hoon Tou Ata Hai Ye Khyal
Pani Bhatak Raha Hai Talash-E-HUSAIN Main..
Fajar= Noor
Zohar= dolat
Asar= sehet aur shifa
Magrib= kamyab mustaqbil
Eisha= pur sakon neend
Aao namaz qaim kr k apni zindagi khobsurat banien.
Zawal-E-Shab mein sitaron ne sath chor dia. . .
Hawa chali to chiraghon ne sath chor dia. . .
Mila jo moka muje un se baat karne ka …
Mera naseeb k lafzon ne sath chor dia. . .
Wo Ru-baroo tha magar usko dekhte kese ?
Wo Rang-O-Noor tha,Ankhon ne sath chor dia

Us naal dosti kadhi na rakhiyo jinu apne ute ghuroor hove,

Maa baap Nu bura na kahiyo, chahe lakh unhan da kasoor hove,

Rah chalde nu dil na daiyo,
chahe lakh chehre te Noor hove,

Oh Bulliya mohabbat sirf uthe kariyo jithe piyaar nibhawan da dastoor hove . . .
In the Flowers, My Rose is You.
In the Diamond, My KohiNoor is You.
In the Sky, My Moon is You.
I am only Body, My Heart is You.
That is why i always Miss You !!
Nice Saying
1-Us Se Dosti Na Karo Jise Khud Per Ghroor Ho

2-Maa Bap Ko Bura Mat Jano Chahy Lakh Un Ka Kasoor Ho

3-Bure Raste Pe Mat Jao Chahy Kitni Bhi Manzil Door Ho

4-Rah Chalte Ko Dil Mat Do Chahy Lakh Mooh Per Noor Ho

5-Pyar Ki Baat Wahan Karo Jahan Pyar Nibhane Ka Dastoor Ho.
Namaz Ki Pabandi Kro.
Maa Ki Jyoti Se Noor Milta Hai.
Sabke Dilon Ko Surur Milta Hai.
Jo Bhi Jata Hai Mata Ke Dwar,
Usse Kuch Na Kuch Zaroor Milta Hai.
May the Noor of this month illuminate ur heart, mind and soul n
may all ur duas be answered. Remember me in your prayers.
EID MUBARAK
deepak mein agar Noor na hota

tanha dil youn majboor na hota

mein app ko
"EID MUBARAK"
kehne zaroor ata

agar app ka ghar itna door na hota
"EID MUBARAK"
In The Flower My Rose Is You,
In The Diamond My KohiNoor Is You,
In The Sky My Moon Is You,
I"m Only Body My Heart Is You,
That"s Why I Always MISS YOU
yeh kaisee hai hawa chali k manzil lagti door hai,
kapdey, makaan kee baat naa poochoo roti b ab to door hai,

"kaun kheil raha hai kheil sarey" kaun yahan bai Noor hai,
Lao inqlab Pakistanio k yahan yehi behtar dastoor hai
Mah-E-Rabiun-Noor (S.A.W) Mubarak

Ya Allah
Is Chand Ko Hum Per Barkat Ke Sath
Aur
Emaan O Salamti Aur
Islam Aur
Is Cheez Ki Toufeeq Ke Sath Nikal
Jis Se Tu Razi Hota Hai
Aur
Pasand Farmata Hai

Ae Pehli Raat Ke Chand

Mera Aur Tera Rab
Allah Az-O-Jal Hai''