NAHA LO SMS Messages8 messages


Chehrey pe merey Zulf ko Phailaao kissi Din
Kiya Roz garaj-tey ho, baras jaao kissi Din

Raazon ki tarha utro merey Dil mein kissi shab
Dastak pe merey haath ki khul jaao kissi Din

Phoolon ki tarha “husn” ki baarish mein NAHA LOon
Badal ki tarha jhoom ke ghir aao kissi Din

Khushboo ki tarha guzro merey Dil ki gali say
Phoolon ki tarha mujh pe bikhar jaao kissi Din

Phir haath ko khairaat miley bund qaba ki
Phir Lutf -e- shab-e-wasl ko dohraao kissi Din

Guzrein jo merey ghar sey tou ruk jaaein Sitaarey
Iss tarha meri Raat ko chamkaao kissi Din

Mein Apni har aik saans ussi raat ko dey doon
Sar rakh ke merey seeney pe so jaao kissi Din
Suno!
Mehsoos karo,
Badal ki Garaj,
Bijli ki chamak,
Barish ki ek ek bond,
Tum se Cheekh cheekh kar
Keh rahi hai,
**Ab toh NAHA LO..
Pathan:Dr sahab 2 saal pehle mujhe bukhaar huwa tha,

Dr:To ab kya huwa hai ?

Pathan:Aaj yahan se guzar raha tha socha aapse puch loon......"Aapne nahane ko mana kiya tha, Kya ab NAHA LOon? "
Hum ko Hum hi Se Chura Lo


DiL MEin Kahin Tum Chupa Lo


Hum AkeLe Kho Na Jain


Door Tum se Ho Na Jain


Pas Aao ..

Pas AAO...


RUKOO !!!!



PehLe Safe Guard Se NAHA LO..
Chehray pey meray zulf ko bikhrao kisi din
Kyou roz garajtay ho baras jao kisi din
Peron ki tarah husan ki barish mein NAHA LO
Badal ki tarah jhoom k ghar aao kisi din
Khushbo ki tarah guzro meray dil ki gali say
Pholon ki tarah mujh pey bikhar jao kisi din
Guzren jo meray ghar say tu ruk jaen sitaray
Es tarah meri rat ko mehkao kisi din
Mein apni har ek sans usi rat ko day don
Sar rakh k meray senay pay so jao kisi din


Suno

Mehsoos karo

Badal ki garaj

Bijli ki chamak

Barish ki ek ek boond

Tumse

Cheekh cheekh ker kah rahi hai
?
?
?
?
NAHA LO
EID Bohut door hay
:p
Kitne din ho gay, Kitne haftay guzar gay, Baat mahino tak bhi chali gaye, Ab tu saal bhi hone ko hai, Ab tu kehna manno, Chalo jaldi se NAHA LO
2 Jahil Admi
1st:Aaj Mairi Salgira Hai Dil Chahta Hai NAHA LOon.

2nd: Pichly Saal B To Tum Nahae They.

1st: Han,Bus Ussi Din Sy Saaf Rahny Ki Adat Parh Gai Hai.;)