Izhar SMS Messages61 messages

Usai Pata Hai Mujse Intzar Nahi Hota
Phr B Karwata Hai
Usai Pata Hai Tanhai Achi Nahi Lagti
Phr B Chor K Chala Jata Hai
Usai Pata Hai Wo Mere Jism-O-Jan Main Basta Hai
Phr Bhi Wo Mujhe Bhul Jata Hai
Usai Pata Hai Muje Usai Mohabbat Hai
Phr Bhi Wo Muje Satata Hai
Khud To Yad Karta Hai
Jbi Usko Bhulana Chahun Wo Yad Aa Jata Hai
Wo Muje Bohat Satata Hai
Kbi Nafrat To Kbi Pyar Jatata Hai
Kehta Hai Dost Hai Hum
Phr Q Apni Mohbat Jatlata Hai
Wo Bohat Satata Hai
Izhar-E-Mohabat Main Wo Inkar Batlata Hai
Par Kehta Hai Wo Muje Bohat Chahta Hai
Jab Tanha Hota Hai Mere Pas Ata Hai
Muje Tanhaeyon Main Chor Jata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
il k lut jane ka Izhar zrori to nai
ye tamasha sar-e-bazar zrori to nai
muja tha ishq teri roh se or ab b ha
jism se koi srokar zrori to nai
me toje tot k chahon tu meri fitrat ha
to b ho meri talabgar zrori to nai
ay sitam kash zara jhank meri ankhon mein
zuban se pyar ka Izhar zrori to nai
Wohi Izhar kafi tha
Tumhe ik din kaha tha jo
K tum se piyar karte hain
Wo lamha bhool q bethe
Wo jumla bhool q bethe
Abhi tajdeed mango ge
Meri belos chahat ki
Tumhe ek bar phir se who
Mohabbat na mile shayad
Ye jo tum rooth bethe ho
Tumhari kam nighai hay
Tumhe gar piyar karna tha
Hamare sath chalna tha
Wo ek Izhar sun lete
Wohi Izhar kafi tha
Tumhe ek din kaha tha jo
K Tum se PYAAR karte hain
Tujhay Izhar-e-mohabbat $ay agar nafrat hai,
Tu nay hontoo ko larznay $ay too roka hota,
bay niazi $ay, magar kanptey awaz k $ath,
Tu nay gabhra k mera naam na pocha hota,
younh be wajha bataney ki zarorat kiya thi,
Dam-e-rukh$at main, agar yaad na aaya hota,
Ho$la tujh ko na tha mujh $ay juda honay ka,
Warna kajol teri ankhon ka na phela hota,
Tujhay Izhar-e-mohabbat $ay agar nafrat hai,
Tu nay hontoo ko larznay $ay too roka hota.....
Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein..

Pholoon ki tarha hontoon pay ek shogh tabasum nikhry ga..

Dhery say tumhary kanoon mien ek baat purani keh dein gein..

Izhar-e-wafa tum kya jano Iqrar-e-wafa tum kya jano.

Hum baat karien gein gharioon ki aur apni kahani keh dein gien..

Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein......
Ya dil pyar ke qabil na raha,
Koi bhi Izhar ke qabil na raha,
Is dil main bas gayi dosti aapki
ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
MOHABBAT aankh main palta wo pur-israr jazba
Jise ab tak koi nai samajh paya
Na iski koi surat hai
Na iska koi paimana
Dhake alafz main iska bohat Izhar hota hai
Kuch aise hi k jaise ab
"Tah-e-dil"se hum dono iqrar karte hain
Magar phir bhi na jane kyun
Tmhen zid hai k men kehdun
Mujhe zid hai k tm kehdo
Mujhe tum se MOHABBAT hai
Kaho mujh se MOHABBAT hai......
Kasoor to tha in nigahon ka ,
jo chupke se deedar kar baithi.
Humne to khamosh rehne ki thani thi,
par bewafa ye zuban Izhar kar baithi....
Kasoor to tha in nigahon ka ,
jo chupke se deedar kar baithi.
Humne to khamosh rehne ki thani thi,
par bewafa ye zuban Izhar kar baithi....
main lafjo se kuch bhi izhaar nahi karta,iska matlab yeh nahi ki main usse pyar nahi karta,cahata hoon main usse aaj bhi par uski soch main apna waqt bekaar nahi karta,kahin tamasha na ban jaye mohabbat meri isliye ape dard ko Izhar nahi karta, jo kuch mila hai usi mai khush hoon main, uske liye khuda se takrar nahi karta,par kuch to baat hai uski fitrat mai jalim warna usse cahane ki khata baar-baar nahi karta.
Kuch Dur Hamare Sath Chalo
Hum Dil Ki Kahani Keh Dain Ge
Samjhe Na Jise Tum Ankhon Se
Woh Bat Zubani Keh Dain Ge
Pholun Ki Tarah Jab Hounton Pe
Ek Shokh Tabassum Bikhre Ga
Dheere Se Tumhare Kanoun Mein
Ek Baat Purani Keh Dain Ge
Izhare-E-Wafa Tum Kia Jano
Iqrar-E-Wafa Tum Kia Jano
Hum Zikr Karain Ge Ghairun Ka
Aur Apni Kahani Keh Dain Ge