Jo na hua kb
Hi wo ek raat ho gya ,
Chand ko Suraj se pyar ho gya ,
Chand Nikla talash mein aur kho gya
Chand k jatay
Hi aasman udaas ho gya ,
Suraj tou jalta
Hi raha intizar mein aur aag ho gya ,
Suraj ki khata se chand k lye andhera ho gya ,
Chand ne ki bewafai aur taaron k saath ho gya ,
Sila mila kuch is tarha dono pe girhan ho gya ,
Karte rahay beruk
Hi hamesha k lye ,
Ek ban gaya DIN aur dosra RAAT ho gya..