Wo agar husn waloon ki sarkaar thay
Hum b
Hi sha
Hir-e-mohabt k sardar thay
Aik jurm-e-mohabt ki padaash mein
Omr bhar keliay hum szawaar thay
Maot ka faisla jab kia tha kb
Hi
hum b
Hi tyaar thay, wo b
Hi tyaar thay
Kar skay na koi wadaa wafa
Aik eqraar tha , laakh inkaar thay
Hum marez-e-sahub gham rahay esliay
Jitnay taryaak thay , saray beqar thay
Wo jo bichar kar juda ho gaye
Wo mohabt k jazboon ki mehkaar thay