Gharoor SMS Messages9 messages

Zaat ban k meri zaat me raha krta he

Ik shakhs he jo mjh me basa krta he

mery chehry me nazar aata he chehra us ka
uska tabbasum mery honton pe khila krta he

mere lafzon se ada hoti he baatain uski
mere lehje se Gharoor us ka chalka krta he

meri neendon pe he barson se hakoomat uski
khwab ban k wo meri palko pe saja krta he

is had tk meri hasti main moujood he wo shakhs
mery har naksh me aks us ka mila krta he
Zaat ban k meri zaat me raha krta he
Ik shakhs he jo mjh me basa krta he

mery chehry me nazar aata he chehra us ka
uska tabbasum mery honton pe khila krta he

mere lafzon se ada hoti he baatain uski
mere lehje se Gharoor us ka chalka krta he

meri neendon pe he barson se hakoomat uski
khwab ban k wo meri palko pe saja krta he

is had tk meri hasti main moujood he wo shakhs
mery har naksh me aks us ka mila krta he
teri kami b hai tera ehsas b hyai,,,tu dour b hai mjhsey per pass b hai,,,KHUDA ney yun nawaza tery pyar sey mujh ko k mujhey khud per Gharoor b hai tujh per naaz b hai!!!
**ANNA!!***
kisi mehrbaani ki boond say,

mujhay mera sehra azeez hay,

kisi maangi chhaaon ki bheek say,

meri dhoop dhoop azeem hay,

kisi tars khaatay ujaalay say,

mujhay naaz apnay andheron par,

mujhay gham-gusaaron ki bheer say,

es akailay-pan pay Gharoor hay...!!
na gunwao nawak-e- neem jaan k dil reza reza gunwa dia
jo bachay hain sang samit lo k tan-e-dagh dagh luta dia..

meray chara gar ko naveed ho saf-e-dushman ko khbar kro
jo karz rakhtay thay jan par wo hisaab aaj chuka dia....

kro kuj jabeen pay sar-e- kafan meray katlon ko guman na ho
k Gharoor-e-ishq ka baank pan,pas-e-marg hum nay bhula dia

yahan ek harf ki kashtnai wahan lakh uzr ki guftni..
jo kha to sun k ura dia jo likha to par k mitta dia...

jo rukay to kho-e-giran thay hum, jo chaly jo jan say guzar gaye
raahay yaar hum nay qadm qadm tujay yaad gar bna dia....
Hum Apne Aap Par Gharoor Nhi Krtay,


kisi ko Yaad Krne Par Majboor Nhi Krte,


Magr jise 1 bar Dil Main Basa Lain,


Phir Marte Dam Tak Usay Dil se Door Nhi Krte,
KitnAy Gharoor mAi hAi Wo MujhE TAnhA ChOr k "HumAyuN" , ,

UnhEin MALoom nAh¡ MerAy Aansu MujhE TAnhA honAy nAhi detAy . .
kyun na Gharoor karte mein apne ap pe..

mujhe us ne chaha jis k chahne waly hazaron thy.
Zaroorat Torr Deti Hai Gharoor-o-Be-Niazi Ko,



Na Hoti Koi Majburi To Har Banda "Khuda" Hota.