Faqat SMS Messages100 messages

"Khuwab bhi shayed kaanch se kamzor hote hain,

"("Mohsin")"

Her roz bikhar jaate hain Faqat ik aankh k khulne se..
ajab teri raFaqat me maza ata hai.

musalsal safer me rehne ko ji chahta hai
Faqat sans chalne ko log agar use jeena kahte hain.

tu use kah do k tere baghiar main khosh hon.
jab tum ne mujh se nata tor hi daya hai..

Faqat mahrbani kor ye bikhri hovi yadain le jao..
meri zindagi main Faqat..

do he kaam, na mumkin rahy"wasi"

tujhy paa lene ki tamana.

ya phir?

tujhe bhool jane ki khawaish....
Dil gaya tha to ye aankhain bhi koi le jata
Main Faqat ek hi tasveer kahan tak dekhun..
"Mat Talash Kar Meri Zaat main itney Aaib "

"Faqat Itna He Keh De K Tere Qabil Nahi hon Main...¤
Asar dil per karay shikwa,
shikayat ho to aisi ho.!

Galay lag kar koi roye,
Nadamat ho to aisi ho.!

yehi mehsus ho jaisay
kai sadiyan guzari hain

Faqat ek pal ki furqat mein,
Aziat ho to aisi ho..!!

mujhe kanta chubhay aur
us ki ankhon se lahu tapke,

talluq ho to aisa ho,
MUHABAT ho to aisi ho.
¤^ MohabbAt ^¤
Mohabbat main deewangi zaroori hai
Mohabbat saare
Rishte naate torr
deti hai
Faqat ek Dil se
Rishta jorr leti hai
Mohabbat ki haddein hoti nahi
Haddon ko torr dena
Is ka shewa hai
Agar tumhain mujh se
Mohabbat hai to phir
Yeh rishte naaton ki
Bandishein torrna hongi
Agar aisa nahi karsakte to
Phir hum tum apni khuwahish ke
Khilone torr dete hain
Dilon ko morr lete hain
Mohabat chor detey hen . . . /
Janta Hoon Tu Mera Ho Nahi Sakta
Magar Yeh Soch Ker
Keh
Dunia, Hadsaat
Ajoobat
Aur
ItaFaqat Ki Ser Zameen Hay
Khud Ko Dhokay Main Lay Aata Hoon
Kia Aay Dost
Sha''oor-e-Zaat Kho Saktay Ko
Apni Raah Badal Saktay Ho
Kia Khud Ko Dubo Saktay Ho
Kia Sach Ki Nafi Ker Saktay Ho
Janta Hoon Tu Mera Ho Nahi Sakta
Magar Yeh Soch Ker
Keh
Dunia, Hadsaat
Ajoobat
Aur
ItaFaqat Ki Ser Zameen Hay
Khud Ko Dhokay Main Lay Aata Hoon
Kia Aay Dost
Sha''oor-e-Zaat Kho Saktay Ko
Apni Raah Badal Saktay Ho
Kia Khud Ko Dubo Saktay Ho
Kia Sach Ki Nafi Ker Saktay Ho
Janta Hoon Tu Mera Ho Nahi Sakta
Magar Yeh Soch Ker
Keh
Dunia, Hadsaat
Ajoobat
Aur
ItaFaqat Ki Ser Zameen Hay
Khud Ko Dhokay Main Lay Aata Hoon
Kia Aay Dost
Sha''oor-e-Zaat Kho Saktay Ko
Apni Raah Badal Saktay Ho
Kia Khud Ko Dubo Saktay Ho
Kia Sach Ki Nafi Ker Saktay Ho