Batain SMS Messages68 messages

Batain wo konsi Vegetable hay
Jis me Taala Or Chabi dono ata hain.?
It''s A Challenge

Answer :

Lock KeyBatain wo konsi Vegetable hay
Jis me Taala Or Chabi dono ata hain.?
It''s A Challenge

Answer :

Lock KeyBatain wo konsi Vegetable hay
Jis me Taala Or Chabi dono ata hain.?
It''s A Challenge

Answer :

Lock Key
khuwab k phoolo ki tabeere kahani ho gayen khoon thanda pr gya ankhen purani ho gayen Jis ka chehra tha chamkte mousamo ki AArzoo uski tasweren bhi aur aankhe khizani ho gayen dil bhr aaya kagaz khali ki surat dekh kar Jinko likhna tha wo sub Batain zubani ho gayen Jo muqadar tha usay to rokna bus me na tha unka kya karte Jo Batain na gahani ho gayen Reh gya dil me rang yaad e raftagan phool mehnge ho gaye qabrain purani ho gayen . . .
Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , Aankhain ,
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhain ,
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi ,
Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aankhain,
Woh Hum Se Baat Nahi Kartey , Tu Na Karey ,
Haal Sara Unkey Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhain,
Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath,
Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhain,
Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan Mein , Basa Deti Hain Aankhain,
Mana Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Key Rastey ,
Magar Kabhi Kabhar , Neend , Ura Deti Hain Aankhain,
Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , Aankhon Ki Neamat Humain,
Dard -O-Gham , Sarey Dil Key , Chupa Deti Hain Aankhain
KiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
kiTNi Batain kEhNi hEiN,
tErA hAtH pAkAr kAr rOnA hAi,
tEri aAnKhOn mEiN kHoNa hAi,
pHiR aAnKhOn sEy kUcH kEhNa hAi,
oR lAfzOn nEy chUp rEhNa hAi,
aAnSu bHi tO ziDd kArtAy hEiN,
INhAiN tErAy sAmnAy bEhnA hAi..!
kiSi rOz miLo tAnhAi mEiN,
KhUwAbOn kI eK pArchAi mEiN.../
MUJ SA BECHAR KA KHUSH RAHTAY HO.
MARI TARHA TUM BI JHOOTAY HO..
AIK TAHNI PA CHAND TIKAH THA...
MAIN YA SAMJA TUM BAITHAY HO...
UJLAY UJLAY PHOOL KHILAY THAY...
BILKUL JAISAY TUM HANSTAY HO..
TUM TANHA DUNYA SA LAROO GAY...
BACHON SI Batain KARTAY HO..
UDAS SHAMAIN UJRE RASTAY KABHI BOLAIN TO LOOT ANA…
KISE KE ANKHOON MAIN RUTJAGOON KAY AZAB AEEN TO LOOT ANA…
JO SHAM DALTAY HI APNI APNI PANA GAHOON KO LOT`TAY HAIN
AGAR WO PANCHE KABE KOEE DASTAN SUNAEEN TO LOOT ANA..
NAY ZAMANY KA KARB ORAAYE ZAEEF LAMHAY NADHAL YADAIN
TUMARAY KHAWAB KAY BAND KAMROON LOT AEEN TO LOOT ANA..
MAIN ROZ YOON HI HAWA PA LIKH LIKH US KI TARAF BEJTA HOON
KE ACHAY MOSAM AGAR PAHAROON PAY MUSKORAIN TO LOOT ANA..
AGAR ANDHEROON MAIN CHOR KAR BHOOL JAIN TUM KO TUMARE SATHEEE
AUR APNI KHATIR APNAY APNAY DIYAY JALAIN TO LOOT ANA..
MEREE WO Batain TO JIN PER BAY AKHTIYAR HANSTI THI KHILKHILA KAR
BICHARNAY WALAY MERE WO Batain KABI RULAIN TO LOOT ANA..
UDAS SHAMAIN UJRE RASTAY KABHI BOLAIN TO LOOT ANA…
KISE KE ANKHOON MAIN RUTJAGOON KAY AZAB AEEN TO LOOT ANA…
JO SHAM DALTAY HI APNI APNI PANA GAHOON KO LOT`TAY HAIN
AGAR WO PANCHE KABE KOEE DASTAN SUNAEEN TO LOOT ANA..
NAY ZAMANY KA KARB ORAAYE ZAEEF LAMHAY NADHAL YADAIN
TUMARAY KHAWAB KAY BAND KAMROON LOT AEEN TO LOOT ANA..
MAIN ROZ YOON HI HAWA PA LIKH LIKH US KI TARAF BEJTA HOON
KE ACHAY MOSAM AGAR PAHAROON PAY MUSKORAIN TO LOOT ANA..
AGAR ANDHEROON MAIN CHOR KAR BHOOL JAIN TUM KO TUMARE SATHEEE
AUR APNI KHATIR APNAY APNAY DIYAY JALAIN TO LOOT ANA..
MEREE WO Batain TO JIN PER BAY AKHTIYAR HANSTI THI KHILKHILA KAR
BICHARNAY WALAY MERE WO Batain KABI RULAIN TO LOOT ANA
KAB KON KESE KA HOTA HAY.
SAB JHOTAY RESHTAY NATAY HAIN,
SAB DIL RAKHNAY KE Batain HAIN.
IKHLAQ SAY KHALE LOG YAHAN .
LAFZOON SAY TEER CHLATAY HAIN.
IK BAR SAMA KAR ANKHOON MAIN .
PHIR SARE OMER ROLATAY HAIN.
Kal raat janay kiya hoa!!
Kuch dair pehlay neend say…
Kuch ashq milnay aa gaey
Kuch khoab bhi tootay hoey..

Kuch raasta bhatki hoi,
Kuch gard mai lipti hoi,
Bay rabt si soochain kaee...
Bhooli hoi Batain kaee…
Eik shakhs ki yaadain kaee…

Phir dair tak jaga raha
sochoN mai gum baitha raha
ungli say thanday farsh per
ek naam bas likhta raha

kal raat hi wo raat thi
kuch dair pehlay neend say
main dair tak rota raha……
Dil ki Batain bata deti hain Aankhein
Dhadkanon ko Jaga deti hain, Aankhein

Dil pe chalta nahi Jadoo Chehron ka kabhi
Dil ko tu Deewana bana deti hain Aankhein

Woh hum se baat nahi karti tu na kare
Haal sara un ke dil ka Suna deti hain Aankhein

Gham sada rehta nahi Aadmi ke saath
Ashk bana kar Chalka deti hain Aankhein

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu aye Dosto
Sunder Sapne Zehan main Basa deti hain Aankhein

Mana ke Neend aati hai Aankhon hi ke raste
Magar kabhi kabar Neend uda deti hain Aankhein
Bana Gulab Tu Kaantay Chubha Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik Shakhs

Tamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab Meray
Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs

Main Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’on
Dukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik Shakhs

Palat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis Per
Mujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik Shakhs

MuhabBatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamaal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs

Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs

Woh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya Tha
Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs

Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya
Aur Is Main Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs
Lafzoon Ki Haira Pehri Main Kuch Faida Nahi
Jab Dil He Rayga Hai To Kuch Rayga Nahi

Kehnay Ko Kitni Batain Hain Karnay K Wastay
Kuch Lafaz Ki Kami Hai Kuch Hoosla Nahi

Dayta Hai Baat Kar Kay Kuch is Tarhaan Zakham
Jaysay is Maseha Ka Koyee Chara Gar Nahi
Bettha Hai Aab Woh Mujh Say Baat Karnay Ko...
Jab In Tamam Batoon Ka Koyee Faida Nahi