BHOL SMS Messages78 messages

Piyar dhoondnay walo
matti ki moorat main
BHOLli bhaalli soorat main
piyar kesay milta hai
yeh tu jaan lo pehlay
yeh tu jaan lo pehlay

roo rahi hai shehnaii
bheer main hai tanhaii
rooknay se ruktay hain
kab bhala yeh herjaii
rishtay kachay dhagay hain
yeh tu maan lo pehlay
yeh tu maan lo pehlay

benaam logon k
kitnay naam hotay hain
yeh bhi us ki qudrat k
kesay kaam hotay hain
kiun yeh aisay hota hai
yeh tu jaan lo pehlay
yeh tu jaan lo pehlay

bewafa zamanay main
piyar dhoondnay walo
matti ki moorat main
BHOLi bhaali soorat main
piyar kesay milta hai yeh
yeh tu jaan lo pehlay
yeh tu jaan lo pehlay
Mujhe yaad hai wo sab....

Main bhool jaon tumhain
ab yahi munasib hai
mager bhulana bhi chahoon
to kis tarah BHOLoon
kah tum to phir bhi haqeeqat hoo
koi khawab nahi
yahan to dil ka yeh aalam hai kah kia kahoon
kumbakhat
bhula na paya wo silsala
jo tha hi nahi
wo ik khyal
jo awaz tak gia hi nahi
wo ik baat
jo main kehh naheen saka tum se
wo ik rubt
jo hum main kabhi raha hi nahi
mujhe yaad hai wo sab
JO KABHI HUA HI NAHI.......
Agar hum door ho jayen

kahin dunia mein kho jayen

btao kya kro gay tum?

Hamain dhondo gy ya Phir BHOL jao gay?

Humain awaz dogay?
ya,ksi guzri kahani mein hmara naam likh do gay?
Chalo aisa hi karna tm
Badal jana,
hamy tm BHOL hi jana
Mgr itni guzarish hy
Hmara zikar jab aye
zra sa yad kar lena!
Us ki ankhon me koi dukh bsa hai shayed
Ya muje khud he veham sa hua hai shayed
Me ne pocha k BHOL gaye ho tum b?
Ponch kar ankhain muje us ne kaha!
"Tujhe BHOLkar bhi na bhool payenge hum, Bas yehi ek wada nibha payenge hum, Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
Masoom muhabat ka bas itna fasana hai,
Karaye ki cycle hy aur tire b porana hy

Sarak hai ya khadon ka taykhana hai,
Ganti b toti hy aur bachay ko b hatana hy

Paidal admi ko catne ki umeed boht kam hai,
Cycle b purani hai aur penkchar b lagana hai

Pohanchy ya na pohanchay apni manzil pe,
ik shaks ko cycle se gher b pohanchana hai,

BHOLi si ada koi phir ishq ki zid per hai,
Karaye ki cycle hai aur time pay jana hai...
Bicharty wqt us ne kha tha,
Na sawal krna na jawab mily ga,
mujy BHOL jana qrar mily ga.
Hm us muqam pr thy,
Na swal kia na jawb mila,
na BHOL sky na qrar mila
Narahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge
Apki Ek Khushi Ki Khati Anso Tak Baha Denge
Kabhi Na BHOLenge Apki Dosti Ko Hum
Dor Reh Kar B Apko Dil Se Dua Denge
Masoom muhabbat ka bas itna sa fasana hai,
kagaz ki haweli hai or barish ka zamana hai,
kya shart-e-muhabbat hai kya shart-e-zamana hai,
aawaj bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai,
us paar utarne ki umeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai or tufan ko bhi aana hai,
samjhe ya na samjhe wo andaz-e-muhabbat,
ek shakhs ko aankho se ek shair sunana hai,
BHOLi si ada koi fir ishq pe hai,
fir aag ka dariya hai or dud ke jana hai.
Ye Ishq nahin aasan...

Masoom Mohabbat ka bas itna sa fasana hain

kagaz ki haveli hain baarish ka zamana hain


Kya shart e mohabbat hain kya shart e zamana hain

Awaaz bhi zakhmi hain aur geet bhi gana hain


Uss paar utarne ki umeed bhi kam hain

Kashti bhi purani hain aur tufaan ko bhi aana hain


Samjhe ya na samjhe woh andaaz mohabbat ke

Ek shakhs ko aankhon se ek sher sunana hain


BHOLi si ada fir koi aaj ishq ki zid par hain

Phir aag ka dariya hain aur dhoob kar jaana hain.......;->
Kul Raat Janai Kya Hova
Kuch Dair Nend Sai Pehlai
Kuch Ashq Milnai A Gai
Kuch Khwab Bhi Totai Hovai
Kuch Log Bhi BHOLai Hovai
Kuch Rasta Bhutki Hoi
Kuch Gurd Mai Lipti Hoi
Bai-Rubt Si Souchain Kai
Bhooli Hoi Baatai Kai
Ik Shaks Ki Yaadai Kai
Phir Dair Tuk Jaga Raha
Souchon Mai Gum Baitha Raha
Ungli Sai Thundai Fursh Pur
Ik Naam Bus Likhta Raha
Kul Raat Hi Wo Raat Thi
Kuch Dair Nend Sai Pehlai
Mai Dair Tuk Roota Raha
Usne kaha tum main pehli c baat nhi.main nay kaha zindagi main tera sath nhi.usne kaha ab bhi kisi ki ankhon mian doob jatay ho?main nay kaha ab kisi main wo gehrai nhi.usne kaha kyun itna toot k chaha muje?mene kaha insan hon pathar to nhi.usne kaha kia main bewafa hon?mene kaha muje wafa ki talash nhi.usne kaha BHOL ja mujh ko..mene kaha tum haqiqat ho koi khawab nhi. :)