kitna saroor rat ki tanhayon me tha,

chup tha jaisay chand B ruswaion me tha,,

suB ja rahay thay apnay apnay khuda ko poojnay,,

taB me khayal-e-yaar ki gahrayoon me tha.
uski aankhon main koi dukh Basa ha shayad.

ya mujhay khud hi koi waham howa ha shayad..

main ne pocha ke Bhool gaye ho tum Bhi..

pouch k aankain us ne mujh se kaha shayad..
Mumkin ho aap se to Bhula dijiyey mujhay

Pathar pe hoon lakeer, mita dijiyey mujhay

Hur rooz mujh se taaza shikayat hai aap ko

Main kia hoon, aik Baar Bata dijiyey mujhay
Yaad mein dooBney se achcha hai

kay ,chor kar us yaad k samandar ko

koi aisa jazeera dhond lo

kay

jahan sakoon ho, Bohat sakoon ho

magar

hum jaise logon ko to

dooBna achcha lagta hai

to phir

dooBey raho us ki yaad mein

jo k hum ko

kaB ka Bhool chuka hai

kiya waqa''ie

WO BHOOL CHUKA HO GA