B SMS Messages22988 messages

Loog Kehtay Hain k Mulaqat Nahi Hoyi,
Hum tu Rooz Miltay Hain Lekin Baat Nahi Hoti....
Us ne Kaha," Kaun ho Tum?
Main ne Kah, "Hasrat Teri"
Us ne Kaha," Dekhtay ho kya?
Main ne Kah, " Surat Teri"
Us ne Kaha," Chahtay ho kya"
Main ne Kah, " teri"
Us ne Kaha," Puchtao ge Bohat"
Main ne Kah, " Qismet meri.... "
Mana k Tum Haseen Ho na k is Qadar,
Jitna k Mere Deed ne is QaBil Bana Diya..........
AB kissay kahein aur kon sune jo haal tumhare Baad hua
is dil ki jheel si aankho main ik khuaB Bohat BarBaad hua
shehar main kitne chehre the kuch yaad nahi
ek shaks kitaBo jaisa tha woh shaks zuBani yaad hua...
Roothe jo zindagi to mana lenge hum,
Mile jo gum to niBha lenge hum...
Bus tum rehna saath hamare,
Pighalte aansuon me Bhi muskura lenge hum
~tum Bin ~
Chehra mera tha,nigahen uski
Khamosi mein Bhi wo Baten uski
Mere chehre pe ghazal likhti rahi
Sher kehti hui ankhen uski
Aise mausam Bhi guzare hamne
SuBah jaB apni thi shamen uski
Neend is soch mein tuti aksar
Kis tarah katati hai raten uski
Dur rehkar Bhi sada rehti hai
Mujhko thame hue Bahen usk
""Tum is shehr k khuloos se waqif nhi Faraz..."
"Ye to mohsin ko Bhi sar-e-aam saza detey hain."
aik tera rooth jana se ksi
ko kuch nahi hota
phool B khiltey haan
rang B dhamktey haan
suraj B nikalata hai
raat B ati hai
taray B chamkta haan
lakin itna zaror hota ha
koi hansana Bhool jata hai
koi jeena Bholl jata hai

sirf TERE ROOTH JANA SE
Ajj Bhi Wo Taqdus Bhari raat mehki howi hai WASi
MAin ksi main koi mujh main dhalta raha chand jalta raha
Tamam Umar Mujhe Tootna Bhikarna Tha....

Wo MeherBaan Bhi Kahan Tak Samet Tha Mujhe....
AB Ki Bar Khud usey azad Kr K Dekta Hon
Mujse Juda Ho Kr Wo Kidhar Jata Hai
Mere Muqaddar Mein Hai Jane Aisa Kya
Jis Shaks Ko B Chahta Hon Wo Bichar Jata
Ksi Ki Chah Me Aisa B Kya Srshar Ho Jana
K Apne Raste Ki Ap Hi Dewar Ho Jana
Sada Khalwat Me Apne Ap Se Baten Boht Krna
Or Us k Samny
Chup Surat-e-Dewar Ho Jana