Azmaish SMS Messages8 messages

Hazret Ali se ksi ne pucha
"yeh kese pata chale ga k jo pareshani ya musebet hem pe ai hey wo Allah ki tref se saza hey ya Azmaish".
Aap ne jwab men frmaya
"jo musebet tujhe Allah ki tref le jay wo Azmaish hey jo musebet tujhe Allah se dur kr dey wo saza hey".
Har roz 1 naya Banjata hai "DOST"
Humsa na mila hai na mile ga tumhe "DOST"
Azmaish shart hai to dekh lo azma kar,
Hum sa mil jae to mat kehna hamey "DOST
Tum kabi na meri Azmaish kr sko gy,

jan se ziada kia frmaish kr sko gy,

pyar krty hain itna jitna samandr me pani,

kia samandr ki pimaish kr sako gy.
" Meri Dosti Ki Tum Kia Azmaish Kar Sako Ge

Jan Se Ziada Kia Farmaish Kar Sako ge

MEri Dosti Barsh k Qtro ki Tarah Hai

Kia Kabhi In Qatroo ki PYMAISH kar Sako Ge "
AAzmaish pyaar me Zaruri ho sakti hai,Na mil pana kisi ki majburi ho sakti hai... Yaad dur se kar sakte hain,Par dil ki hasrat to milne se hi puri ho sakti hai....
yon usay IshQ k Janjhat se rahai de De,

1 he Lafz mAin sadion ki Judai De De,

Azmaish Thi k Hm Dil k Sakhi Kitne Hain,

Hum Ne khairaat mAin us but ko Khudai Day De,
apnay ghamoo ki yun numaish na kar,

apnay naseeb ki yun Azmaish na kar,

jo tera hai teray dar per khud aega,

roz usay panay ki khwaish na kar.....................
Aaj phir dil hai kuch ashar likne ko
Hai woh mere samne mera pyar likne ko
Hai us ka har harf ahsan mujh per
Hai us ka har ahsan ilzam mujh per
Hai us ka har ilzam khawhish meri
Hai har khawhish Azmaish meri
Hai woh azmata har mor par mujh ko
Har mor par jata tanha chaor mujh ko
hai Baat mein us ki itni ghahrai
Har ilzam main lagti hai sachai