Aa jao SMS Messages21 messages

Jab kabhi dil bohat udaas ho

jab kabhi khud say bohat c batain kerna chahun

lafz kho jatay hain...

sapaid-e-sahar say pehle

ya shab k kisi udaas lamhay main

jab ankhon say ansu rawan hotay hain

shab k maheeb sanatay ko

kabhi jab torna chahun

kabhi jab bolna chahun

lafz khO jatay hain

main nay ye aksar dekha hai

jab kabhi dil mayoos ho chuka ho

aur tum chupkay say Aa jao

ya jab kabhi tume alwida kehna ho

To Lafz kHo jatay hain.
jhe chahte howe b itna chahna nahi aata

Ye kaisi mohabat ha k hamen kehna nahi aata

Zindagi me Aa jao hamari zindagi ban kar

K tere bin hume zinda rehna nahi aata
Sadion say jaagi aankhon ko ek baar sulanay Aa jao
Mana k tum ko pyar nahi nafrat hee jatanay Aa jao
Jis morr pay hum ko chor gaye hum behtay ab tak soch rahay
Kya bhool hui kyou juda huway bus yeh samjhanay Aa jao
Har lamha teri furqat mein hum taray rahay hum taras rahay
Meri manoo tum is dil ko kuch pal behlanay Aa jao
..Apne hone ka pata de dena

..kabhi guzro to sada de dena

..yaad Aa jaon ibadat main Agar

hath utha ke bus Dua de dena..

chand

Mere Kadno''n K Nishaa''n
Rasty Se Mita Do
Yeh Na Ho
Main In Per Chal Ker
Dobara Tumhare
Pass Aa jaon !!!
Main kitna intezar karoon...
Jab se tum ne milna chor diya he...
Khushbu ne bikharna chor diya he
Phoolon ne mehakna chor diya he...
Chiryun ne chehakna chor diya he...
Chan ne chamakna chor diya he...
Aur dil ne b darakna chor diya he...
Savan jane ko he...
Bahar aane ko he...
Phool khilne ko hain...
Sab dost milne ko hain...
Ab to Aa jao...
PLZ...
Main bahut intezar karta hon...
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib Aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..
Roz roz ki mulaqaton kotum ne bhula diya...


Lot kar




Aa jao



please




main ne




yaqeen karo



"MORTIEN"
Bhuja diya
Roz Roz Ki
Mulaqaato''n Ko Tu Ne
Bhula Diya ...






Laut Ker Aa jao





Please ...






Main Ne ...





Haan
Main Ne ...





Yaqeen Karo ...







"MORTIEN"
Bujha Diya . . . ;->