Roshan ho deepak sara jag jagmagaye,
liye sath Sita maiyya ko Ram jee hain aaye,
har shahar yu lage mano Ayodhya ho
aao, har dwar har gali har mod pe hum deep jalaye. Happy Diwali
Dinodin badhta jaye apka karobar, pariwar me bana rahe sneh aur pyar, hoti rahe sada apar dhanki bochar, aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar. HAPPY DHANTERAS
"aaj se aap ke yaha...dhan... ki barsat ho, maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho ghar me shanti ka.... vas... ho * HAPPY DIWALI *
Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!