Govt ne pehle..
Oil..k rates berha dyay, phir
Aata..phir
Chawal..phir
Cheeni..phir
Sabzi..phir
kuch na mila tou time me 1 hour barha dia..
Ab govt k pas kuch barhanay ko nai raha to
To...
To...
To...
Ptcl number main 1 digit barha dia :)
Teacher: Humien Garibon k Saath Pyar se Paish Aana Chahiye.
Boy: Acha Ab Samajh me Aaya.
Teacher: Kya?
Boy: Yehi k Papa Aksar Maasi ko Galay Kyun Lagatay hain.