''Tum Sa koi Pyara koi Masoom Nahi Hai.(\./)/.".

''Tum Sa koi Pyara koi Masoom Nahi Hai.(\./)/.".
''Tum Sa koi Pyara koi Masoom Nahi Hai.(\./)/.".) "^----;";_\,,/"( , , )/ \ / Kia Cheez ho Tum Khud Tumhain Maloom Nahi Hai''
  

May, 24 2010     125 chars (1 sms)     3716 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek haseena par nigahain tehri thi,
uski aankhein jheel se bhi gahri thi,
thak gaya mei apne pyar ka ijhar karte-karte,
tab pata chala yaar wo to behri thi..
Do andhay apas main baten kr rhe thay..
ek ne dusre se pucha tm ne MenaR-e-PakistaN daikha hai..?
dusre ne kaha han jub me london ki sair ko gaya tha tab daikha tha..
chapal chhoti ho to panwoon mey nahi aati

biwi moti ho to bahon mey nahi aati


Akeli Ja Rahi Thi Zndagi
In Mushkil Raaho''n Pr

HAIRAN

PARESHAN

UDAAS

THAKI Hui

Phir

Ek Morr Pr Aap Mily
Aur Bachi Hui Zndagi









Ki b WAAAT Laga Di ;->


Wife:
Jaanu kash aap SMS hotay,
Main aap ko save karti,

Husband:
Jaan-e-man, kaash tum ring tone hoti,
Main her haftay tumhe change karta ;-)
Ek Faqeer Ne Memon K Ghar Ka Darwaza Khatkhtaya,

Or Bola Meray Pass Khanay Ko Aata Nahi Hai.
Memon:Acha Mujhay Pesay Do Main La Deta Hoon. .
Father: Raat ko tum peekar room me gir gaye the.
Son: kya batau papa sab galat sangat ki wajah se hua.
4 dost, 4 bottle aur... saala peene wala sirf ek.
Bari mushkil se hum rat ko asman se ap k liye

* CHAND *Or * TARAY *

Lany gae lakin wahan ja kar yaad aya k

* SHAPER *To hum ghar bhool aay
Woh kon hai ?

jo ,,

Uchaal Uchaal K Paida hOta hai ??

Peachano Kon?

Socho ??

Aray socho na ??


Tauba

Soch to sahi


ay loo


aray Budhu


" POPCORN"


Hmari Life Bhi Cirket Ground Hai Or Hum Playerz.
Jo 1st Time Larki K Saath Pakra Jaye
"Knock Out"
Hota Hai,
Jo G.F Ko Milnay Ja Raha Ho Rastay Me Accident Hojaye,
"RUN OUT"
Jo G.F Ki Deewar Phlangtay Huay Pakra Jaye,
"CATCH OUT"
G.F K Bhai Mar Mar Kr Tangain Tor Dain
"LBW Out"
Ap Ka Dost Ap Ko Larki Ban Kr Bewaqoof Bnaye,
"Stamp Out"
Or Kuch Pedaishi "CLEAN BOLD"
Hotay Hain.
Ye Log Sirf Taalian Bja Kr Guzara Krtay Hain.
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole toh gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay?

Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke Salmaan Khan thay!!!
Mujhe 2 chizain bohat tang karti hain ...

1, Aap ki yaad
Jo buhot aati hay..

2, LIGHT jo buhat jati hay..