''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Ek pehalwan ne ek mehfil me sirf 1 limu se pura 1 glas bhar k juice nikal kr sb ko heran krdia & challang kia k asa koi or kr k dikhae
Sb ne haar man li phr ek kamzor se admi ne nichory hue limu se 1 glass juice nikal kr pehalwan ko b herat me dal dia
Pehlwan: ap b kia pehalwan ho?
Admi: mai memon hun ;->
''Arz kiya hai
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Jaisay chotay se raksha main moti Aunty phans gayi.''