KHUSH KISMAT HAIN AP K HUM AP KI DOSTI KO ITNI SHIDAT SE CHAHTY HAIN.....WARNA HUM TO WOH CHEZ HAIN JIN K KHUWAB MAY BHI LOG APPOINTMENT SE ATAY HAIN:-):-):-)
sardar ka RADIO kharab ho gaya, usne khol k dekha to andar ek mara huwa CHUHA mila. Yeh deekh kar sardar gussy se bola!
Chalega kese? Sala singer hi mar gaya..!
Ek admi BathRooM main gya aur purey 1 hr ke bad nikla..
Bahir bethay BhangI ne us se kaha.
20 rupay do.
Aadmi bola:
main BathROoM mai betha tha Net Cafe mai nahi..
Aaj ki khas khas khabroon main khusamdeed.Aj ki taza khaber:Good morning and have a nice day.Aur ab tafseel:Aaj bhi sms ki baarish jaari rahe gi,call anay ka b imkan hai aur mis cals k badal b any ki tawaqa hai.Aaj poray din bar bar vibration k jhatkay lagtay rahain gay.Shukria.
Qayamat k din farishtoo nay sheets detay howay logo say kaha k apnay apnay gunah likho, jab sab likh chukay tu Tumhari awaaz aai Extra Sheet Please..!!