Pappu Pinky ko pasand karta hay or Pinky Pappu k bhai ko jab k Pappu k bhai ko Pinky ki behen achi lagti hay lekin Pinky ki behen Pappu ko pasand karti hay haalaan k Pappu pehlay hee Pinky ko chahta hai.
Ab jab k Pinky ko Pappu acha nahi lagta aur Pappu ka bhai Pinky k liay raazi nahin hai aur Pappu Pinky ki behen se pyaar nahi karta jab k Pinky ki behen ko Pappu ka bhai acha nahin lagta...
Ab batao k is poori situation main kya kiya jaye..? ;->
Newtons First Law of Ishq: A boy in love with a girl, continue to be in love with her and a girl in love with a boy, continue to be in love with him, until on unless any external agent (brother or father of the gal) comes into play and break the legs of the boy........
Shohar: Tum Sunya Ki Bad-surat
Tareen Makhlooq Ho
Biwi: Aur Tum Dunya k Bad-tareen
Sharabi Ho ..
Shohar: Magar Main Tou Kal Se
Sharab Chorh Raha Hoon ... =P ;)
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.
Saveray jaldi uth k,Naha k,Saf Jay kapre pa k,Msjid ja,ALAH agay sajde pay k,Akhan band kar k,Sache Dil nal puch,"MOLA jadon tusi aqal vandi, main kithe c"