2 men were talking!

2 men were talking!
2 men were talking!

1st Said- I got married Bcoz I was tired of Eating out, Cleaning house, n doing laundry work.

2nd said- I took divorce 4 d same Reason ;->
  

May, 19 2010     168 chars (2 sms)     3766 views       Funny

more Funny SMS Messages

Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi

Labon Par Khushi Ki Kahani Rahegi

Chamakte Rahenge Khushiyon K Sitaray Aap Ke

Jab Tak Humare Messages Ki Meherbani Rahegi ;->
Larki ko aik larke ne kaha. I love you. Larki ne us ko kiss kiya aur apna mob. No. De diya.
.
.
.
.
.
.
Moral...
.

......SARRO....


Haqiqat samjho ya afsana,
Apna samjho ya baigana,

Hamara aapka rishta he purana,
Is liye farz tha aap ko batana,

kay garmiyan aa gayi hain,
Ab shuru ker do roz nahana!

jao nahao (,?. *,?.)

Mobile bana hai har larki ki shan

Call kr k larkon ko karti hain ye pareshan

MISSBELL or Sms kr k kehti hain meri jaan

Teri awaz sunne ko tarastey hain mere kaan

12 boyfrnd bana kr akarti hain pehalwan

Apni frndz ko hr raaz bata kr karti hain heran

Kehti hain larkon ko ullu banana hy buhat asan,

Hosh kar ay mere yaar ankhen khol k pehchan,

Mat aa in k chakkar me ye sab hain shetan,

Ab kisi ki call aaye To usko bolna G bhabi jaan.
Teacher: Tell Me Your Name in English.


Student (After 2 Mins): "Age Long Oven"

Teacher: Iska Kya Matlab Hai?


Student: Umar Daraaz Bhatti. :-)
Boy: Papa Sach Or Raaz Me Kia Farq Hai?

Papa: Tum Mery Bety Ho Ye Sach Hai,
Tumhara Dost Arshad B Mera Hi Beta Hai
Ye 1 Raaz Hai ;)
Larkio ki ada humain pasand nai,

Larkio se bate hamain pasand nai,

Wo to ane wale bacho ki zid hai k MAMA chahiye,

Warna humain shaadi karna pasand nai!
Baap: beta, paper kaisa huwa?
Beta: bus pehla sawal choot gia!
Baap: acha! aur baqi?
Beta: teesra mujhe aata nhe tha!
chotha mai karna bhool gia!
paanchwa mujhe nazar nhe aya!
chatta paper ki pichle taraf tha,
maine dekha he nhe!
Baap ghusy mai bola: aur dosra?
Beta: bus srf wohi galat hua hai. . ;->
2 pyaz , 3 lahsan , 5 gm jeera , 3 kali mirch , 2 spoon namak , 4 spoon oil , 1 cup water aur thoda hara dhania . Pata hai me kia bana rahe hun. . .Tumhe ullu
Aik Charsi Qabrestan Me Chars Pi Raha Tha
Police Aagai
To Charsi Ny Chars Chopa Diya
Police:Kia Kar Rahy Ho
Charsi: Kuch Nahi Apny Walid K Liye Dua Kar Raha Hon
Police:Ye To Kisi Bachy Ka Qabar Hai,
Charsi: Mera Walid Sahab Bachpan Me Mar Gaya Tha... ;->
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,

Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi,


Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho

To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin!
TuM is ShehAr k khuLoos sE Abhi wAqif nAhi "Pappu" , , ,





Yeh Roti b nAhi KhiLAte Or BArtAn b dhuLwA Lete hAin . . . :d :p ;->