naraz kyun hotay ho

naraz kyun hotay ho
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...
  

May, 03 2010     109 chars (1 sms)     2789 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Ek us k hansne se dunia me ronakeiy hain Faraz . . . .

Wo udas ho to zamana bara weraan lagta hai.
Faraz usne mujhe chor diya ab kya KaRNa hai jee ke...

Kya kami thi mujh mei? siwaye vtamin A, B, C or D ke.


Mera us sheher-e-adaawat mein Basera hai Faraz..
.
Jahaan Log sajdon mein bhi Lagon ka Bura chahtay hain.


Main Chalte Chalte Thak Sa Gaya Hoon Faraz.



Koi Tou Ho Jo Mujhe "DEW" Pila Dey.


@ wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz,,,
saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do,,,
"HUMARI aur USKI zindgi Mein Faqat Tarteeb ka Farq hai"Faraaz"...

"USKI zindgi mein HUM sab k BAAD Aatay hain"
aur
"HUMARI zindgi mein sab US k BAAD aaty hain..!
gam e faraq bhi hai aur skoon e kalb bhi hai..

faraz

juda howa hai koi jaisay umar bhar k liye..



Woh Bewafa He Sahi Aao Us Ka Zikr Karien FÀRÀZ..., Abi To Umr Pari Hai Us Ko Bhulane K Liye...!!


Yaad-E-mehboob say zinda hoon KHUDAYA warna faraz
kon jeeta hai teri dunia main tamasha ban kar
us ki "NIGHA"mian itna"FARAZ"

khared li us ne aik nazar main zindagi humari..
Hum zindage Ki bheer me itnE Kho ge Faraaz,

Pta nhi chala Kab

Aalu 40 rupay or timatar 80 rupay Kilo ho ge..:-)



“Her Dharktey Pather Ko Dil Samjh Letey Ho
“FaRaZ”
Umer Beet Jaty Dil Ko Dil BnANey Men