Aah Bharti Hui Ai Ho Slimming Center
Aah Ko Chahiye Ek Umae Asar Hone Tak
Dieting Khail Nahi Chund Dino Ka Begum
Ek Sadi Chahiye Kamre Ko Kamar Hone Tak
Jo mujhe bhool jai
Uska mobile toot jai
Charger jal jai
Uski sim block ho jai
Miscall kare to receive ho jai
Card load kare to balance hi na Aaye. Ååmèn
parhay likhay punjab k jahil hukmaran motawajah hun:18febury kee sham ko gum ho ne wala bucha puntured shuda cycle sir par rakhay main main karta huwa e-wane sadar jatay dekha gia ha mazeed malumat is paty par hasil karanin kangal awam factory flourelss bazzar pakistan