kon kehta hai sitary baray hote hain

kon kehta hai sitary baray hote hain
Kon kehta hai Sitary baray hote hain "Faraz"
.
.
.
.
.
Hum ne tu parha tha....
Twinkle twinkle little stars....?!?;-)
  

May, 03 2010     125 chars (1 sms)     2503 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

aasman bhi ro para us waqat mere haal par faraz...

jis waqt mery naseeb me usey likh mita diya.
kal mene apne sare gham asmanan ko suna deye faraz

bus phir main sota raha or wo rota raha ekely tanaha..
jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..
Loogo ki Beghariti to dekho zara Faraz..

Maiyat main aaker pochte hain biyani Aaalo wali he ya chikan wali..?
Mujhy ye arzu k uthaen wo khud niqab , FARAZ

Unhen ye tmna k tkaza kry koe.
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...


Yaad-E-mehboob say zinda hoon KHUDAYA warna faraz
kon jeeta hai teri dunia main tamasha ban kar
Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ'

K kon hai tere dil main jo tujhe sone nahi deta.?.
Arz kya hy...

Farzana jab se shift hui hy "SURJANI"





Tou Faraz bas yehi kehta hy

"MARJAANI MARJAANI"
Tu kyun chali gai"SURJANI ???" .. ;)
meri khushi ki mudat itni he faraz
guzar jati he mere muskurani se pahle..
hum ne muhabtain chord deen faraz.

tanha raat din ka tarpna hamaray bas ki baat nhi,,,