Aaap main say har koi nashta karta hoga, har koi anda(egg) bhi subha subha khata hoga.......
agar aap ki mom kisi din aap say aakar yeh kahain k
egg main say ek memon nikla hai tou hairan na hoeay ga kyun k jarasim or memon har jaga hote hain.
Aik rikshaw ke peche likha tha k
"SAWAN KA INTAZAR HAI"
Peche se aik truck aya or rikshaw ko ora dia(hit kia) or us ke peche likha tha
"AYA SAWAN JHOOM KE".