U R My Best Frnd.

U R My Best Frnd.
U R My Best Frnd.



Bharosa Nahi?



Chalo Fir KUTUBMINAR Par Chadenge



Me 1 2 3 Bolunga Tum Kood Jana.



Baad Me Jab Tum 1 2 3 Bologi To Me Koodjaunga....!
  

May, 17 2010     177 chars (2 sms)     3697 views       Funny

more Funny SMS Messages

Five year old girl was asked by her teacher what does her father do???
The little girl replied, Whatever my Mom tells him to do... ;->
Girls word in diff language

Arabi.hurma
Irani.dosheza
French.fure
Hindi.kania
Italian.amito
Maxican.monaro
German.amisa

In our sindhi?

Hatit Wah ji chori aa!
Aap ki kanjoosi humare dil
ko bha gai
humain bhi apney balance ki qadar aa gai
socha ab aap ko message na karain
magar kambakhat dosti humain yaad aa gai... ;->
Teacher- A ke baad kya aata hai..?

Student- A ke baad?....kya bolti tu!!!
santa 2 his wife : light chali gayi hain...bahut garmi ho rahi hain..jara fan on karna...
santa''s wife : kar di na sardaaro waali baat...!! agar Fan on kiya to candle bhuj jayegi na...!!!!
Sardar wins 20 cr from Rs. 20 lottery ticket.
Dealer gave 11cr after deducting tax.
Angry Sardar:
“Give me 20 cr or else return my 20 Rs back.”
Teacher-Apko Shahrukh Khan Ki Movie

RAB NE BANA DI JODI Se Kya Lesson Mila?

Student-Ummeed Mat Haro

Shadi K Bhad B Ladki Pat Sakti Hai.
Pathan
Public Toilet mei gya to
Diwar Pr Likha tha

Dunya Chand Pr Pohnch gai hy
Aur
Tum Yahan Bethay ho

Pathan
Nechay Likh Aya

Bus
kar k
Hum B ja rha hay!
Jes Din Se us Bewafa Ne Mujhy Chora Hai
.
“Dost”
.
.
.
.
Yaqeen Mano
.
.
.
.
.
.
Mobile Ki Battery 3 Se 4 Din Aaram Se Chal Jati Hai..?
B.B Ne 1 Kutta Pala
Moti Moti Ankhon Wala
Lmbi lmbi Munchon Wala
Mehlon Men Wo Rhta Tha
EnGlish Wine Peeta Tha
Khata Tha Wo Sonf Spari
Nam Tha Uska

Asif Zrdari
1 Pathan Exams Main Apne Friend ki Copy Kar Raha tha:

Examiner ne Pakar lia or usey Utha k Dosri Jaga Bitha Dia.

Pathan Writes at the End of Incomplete Question,

.
.
.
.


Baqiya Hissa Roll no. 54234 k Paper Per Mulahiza Farmayen. :-)
Aik janaza dekh kar larki
muskurae,

Aik bazurg bole beti jawan mout par muskaraya nae krte,

Larkhi:baba kya karo wada kiya tha jb b milenge muskura ke milenge.