1st Sardar:
Yaar Koi Aisa Karobaar Bata Jis Men Zyada Munaafa Ho?
.
.
2nd Sardar:
Aisa Kar Sardiyon Men Sasti Baraf Le Kar Garmiyon Men Baich Dey.. :-)
Sardar kay 8 bachon mein 1 alag dikhta thajab sardarni merny lagi to sardar ny poocha :
"Ab to bata do ye kiska hai?
sardarni: "Ye hi to aap ka hay!";-).