Zindagi mein agar khuch karna ho to hamesha apnay dimagh ki suno Agar dimagh se koi jawab na aae to Dil ki sunno ............. Waha say bhi jawab na aae to .... Ankhain band kar ke . socho . . ke . . ya ALLAH kahin me PaTHAN to nahi ?
Ek Kanjoos Aadmi Subha Utha Tou Usne Dekha k Us Ki B.v Mar Gayi Hai
Wo Bhagta Hua Kitchen Me Gaya Jahan Uski Beti Naashta Bana Rahi Thi
Aadmi Ne Usay Gale Laga Ker Rote Huey Kaha
''''Beti Aaj Ek Aadmi Ka Naashta Kam Banana'''' . . . ;->