1 Class Ka Bacha Apni Miss Se Kehta Hai. Mai Aap Ko Kaisa Lagta Hoon? Miss: So Sweet! Bacha: To Phir Mai Apne Ammi Abbu Ko Aap K Ghar Kab Bhejun. Miss: Wo Kyon? Bacha: Ta'kay Wo Hamari Baat Agay Chalayen, Miss: Ye Kya Bakwaas Hai!
Nothing in this world Could ever be
As wonderful as the love You’ve given me
Your love makes my days so very bright,
just knowing you’re my darling wife(Husband).
Happy Wedding Anniversary
Husband- Ek writer ne likha hai ki "Shohar ko bhi ghar ke mamlo mein bolne ka haq hona chaahiye..."
Wife- Woh bechaara bhi dekho likh hi paya, Bol Nahi Saka.!
Yun he ranjishoun main guzar gayi
kabhi wo khafa kabhi main khafa,
usi mor k har mor pe,
kabhi wo ruka
kabhi mai ruka
wohi raastay,wohi ham safar,
na use khabar na mujhe pata
apni apni anaa mai gum
kabhi wo khuda
kabhi main khuda.......!!!