Water Love

Water Love
If Love is Water
I will give you rivers and oceans
.
If Love is Space
I will give you the whole Universe
.
If heat is your Love
I wish the Sun beside me
  

May, 17 2013     152 chars (1 sms)     3438 views       Love

more Love SMS Messages

,,DAIRY KA EK PAGE,,

Kal tanhayi main jab
Apni dairy ko maine khola

Bohat se shair Dil ko lage
Bohat si shairi pe Dil dhuka

Ek aisa safa bhi is main aaya
Likha hua tha jo aanso''on se

Ke us ka unwaan Hamsafar tha
Woh safa sab se hi Moatber tha

Kuch aur aansoo phir is safe per tapke
Phir us se aage main parh na paaya

Apni Dairy ko bund karke
Uss ki yaadon main kho gaya main

Ke woh milti to kitna accha hota
In hi khayalon main sogaya main
Cute Answer When A Girl Asked Her Ex.. … Girl – Do U Still Love Me?? Boy – Pyar Ka To Pta Nahi, Lekin Mere Dost Aaj Bhi Mujhe Teri Kasam Dete Hain..!!
Main agar Tumhain jo Sanwar dun..
Tumharey
Roz-O-Shab ko Nikhar dun..
Mera Haath tham K EHAD do.
Mujey apny DiL ma rakho gay Tum..
Tumhain is Qadar jo Main Piyaar dun..
K Zindgi hi Haar dun..
To batao na…?
Mery bad bhi…
Yehi EHAD apna Nibhao gay…?
Ya K Muj ko BHooL hi jao gay.
I cant tell you how much I love you,

but I can try my best to show you just how much I really do.
Mujhe Aadat Si HO Giye Hai Subha Sham Likhta Hon
Tumhain Mohsin
Tumhe Dilbar
Tumhe Gulfam Likhta Hon
MeiN Haton Per
Kitabon Per
Darakhton Per
Diwaron Per
Mein Jab Likhon
Jahan B Likhon
Sirf?
Sirf Apni Jaan
Yani Apka Naam Likhta Hon
Never Say I Love You If You Don''t Care . . .

Never Talk About Feelings

If They''re Not There . . .

Never Touch A Life If You Mean To Break A Heart.
Where Love Rules

There''s No Will TO Power

And

Where Power Predominates

There Love Is Lacking. The One Is The Shadow Of The Other
If I Had Three Wishes . . .
I Would Give Away Two. . .
Because
The Only Thing I Want In This World. . .
Is One Chance To Be Wid You. . .
zindagi mili zra c thi,
kuch es m kami zra c thi

wo roz hota gaya pass mere
lekin phir b dori zra c thi

qasoor chachme awara ka zada tha
meri to marzi zra c thi

muhabbat bant di us ne zamane bhar m
jo mere hisse m ae zra c thi
Woh bewafa hamara imtihaan kya legi,
milengi nazron se nazar toh nazar jhuka legi,
use meri kapar p diya jalane ko math kehna,
woh nadaan hain doston apna haath jala legi...!!
Barsoon Baad Mile Woh Tu Galay Se Lipat Kar Ro Diye
Janty Ho dosto isi Ne Kaha Tha, K Tum Jese Bahot Milain Gay
I See U Aankhon Se, I Feel U Saanson Se,
I Kiss U Honton Se, I Remember U Chahat Se,
I Believe U Jaan Se, I Miss U Dil Se
&&&&& I Love U Kasam Se !!!