Raat Ka Galiban ,Aakhiri Pehar Tha … Mujh Say Tanha Sitara Yoon Gooya Hoa Hamnasheen … Alwida !! Aey Meray Hamnasheen . .Mujh Ko Nend Aa Gai Tum Bhi So Jaao Ja Ker Kahen Kal Milen Gay Yaheen..!! Ye Sun Kar Main Halka Sa Muska Dia Us Ko Batla Dia Janay Walay Yahan Lout‘tay He Nahi Tum Na Ao Gay Kal Mujh Ko Hay Ye Yaqeen Baat Sun Kar Meri Wo Ruk Sa Gia … Or Kehnay Laga .. *Tum Say Wadah Karon Phir Na Pora Karon ? Aisa Mumkin Nahi … Sun Meray Hamnashen …Main To Insaa‘n Nahi
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye,
Har nazar mein bas pyaar nazar aaye,
Tumhe jiski talash hai mere dost,
khuda kare wo khud tumari talash mein aaye
We''ve known each other,
For a long long time,
But I never really noticed,
All the magic in your eyes,
I''ve been around you,
A thousand times before,
And you''ve always been a friend to me,
But now I''m wanting more
December Kay Mahinay Ka Woh Shaid Akhri Din Tha
Baras Guzray Kayen
Main Nay “Mohabat” Lafz Likha Tha
Kisi Kagaz Kay Tukray Per!
Achanak Yaad Aya Hay
Baras Guzray Kayen
Muj Ko Kisi Say Bat Kerni Thi
Usay Kehna Tha
Jaan-Nay Jaan! “Mujay Tum Say Mohabat Hay”
Magar Main Keh Nahi Paya
Woh Kagaz Ag Tak Lipta Para Hay Dhool Main Lakain
Kisi Ko Day Nahi Paya
Dobara Cha Ker Bhi Main Mohabat Ker Nahi Paya
How can you tell the sun not to shine, when clouds exist. How can you ask leaves not to fall when wind exists. How can you tell me not to fall in love when you exist.
Chandni se chamakti is raat mein,
ek khushboo si hai har baat mein,
hai sitaare mere kadmo ke tale,
Ek ehsaas hai aaj unki har aahat mein,
paas aake bhi kyu hein duriya,
koi pyasa hein kyu barsat mein.