Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.
Aaj key baad koi baat na honey dein gey hum.teri ankhon main barsat na honey dein gey hum.Aaj key baad din hi tera mukader hoga.teri khushion ki kabhi raat na honey dein gey.