sun0! y0n chup se na raha kar0, y0n kham0sh se j0 h0 jatay h0, dil k0 weham sa h0 jata hai... kahin khafa t0 nahi h0, kahin udaas t0 nahi h0... tum b0ltay achay lagtay h0, tum dantay achay lagtay h0... kabi shararat se kabi ghusay se, kabi hanstay achay lagtay h0... sun0! tum achay lagtay h0....
Socha yad na karke thoda tadpaye unko,
kisi aur ka naam lekar jlaye unko.
Par koi chot unko lagi to dard hame hoga,
ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.
Chandni se chamakti is raat mein,
ek khushboo si hai har baat mein,
hai sitaare mere kadmo ke tale,
Ek ehsaas hai aaj unki har aahat mein,
paas aake bhi kyu hein duriya,
koi pyasa hein kyu barsat mein.
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye,
Har nazar mein bas pyaar nazar aaye,
Tumhe jiski talash hai mere dost,
khuda kare wo khud tumari talash mein aaye
Yuhi ter pyaar mein behekne ko ji chahata hai,
tere saath saath chalkar zindagi bitane ko ji chahata hai,
tum ho door par tumhari yaadein dil mein hai,
isi tarha roz un yaadon mein machalne ko ji chahata hai