Phulon ki Tareef sab Karte hain,
Badi Mushkil se Log Kanton pe Gaur Karte hain.
MALI to Sirf Naam ke hote hain,
Phulon ki Hifazat to Kante hi Karte hain
Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon