SMS krain gay hum eak doosrey ko bari bari.hamain lagti hai yeh rasam bari pyari.yeh sms miltey hi eak sms bheaj dena.kyun k iss k baad bari hai tumhari.
Ya Rab usko sada lazawal rkna
Main rahun na rahun
Tu uska khyal rkna
Meri khushia''n b lely
Meri saans b lely
Mgr us k gird hamesha KHUSHYO''N ka jaal rkhna... (:
Kaash aisa ho k ab k bewafai mein karo
Tu phiray qarya ba qarya koo ba koo meray liye
Mein tu la-mehdood ho jao samandur ki tarah
Tu phiray darya ba darya jo ba jo merya liye
Dil Ko Aram Milta Hai Tujhay Pane Se,
Meri Sans Main Sans Hai Bas Tere Hi Aane Se,
Kaise Tuh Chor Jati Hai Mujhay Bhari Mehfil Main Tanha,
Kya Dar Lagta Hai Tujhe Mere Karib Aane Say...