Ya Rab usko sada lazawal rkna
Main rahun na rahun
Tu uska khyal rkna
Meri khushia''n b lely
Meri saans b lely
Mgr us k gird hamesha KHUSHYO''N ka jaal rkhna... (:
Her Insan Ki Alag Pechan Hoti Ha.Magr Hamary SMS Ke Alag Shan Hoti Hai.
Har Kisi Ko Hum Nahi
Ker Te SMS.
Magar Jis Ko Karen SMS Us Me Hamari Jaan Hoti Hai....
Surkh ankhon say wo jab hamein dekhtein hain
Hum gharbra kar ankhein jhuka letay hain
Kaun milay un ankhon say ankhein
Suna hai who ankhon sa apna bana letay hain
rozana ki bhag daur mey hum sub yehi intzar ker rahey hain k hamari zindagi ka ek din essa aaega jab hamari tamam khuwaishain poori hojaengi, haan din to aaega, zaroor aaega, magar khatam khuwaishain nahi balkey zindagi hojaegi.